لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hussain Ka Arbeen Hoga

Ali Asgar Vakil (India)2020
ShiaNohaLyrics
ya hussain ya hussain hussain (a.s) ka aarbeen hoga (2) he har zaba par aahayi tarana (2) hussain (a.s) ka aarbeen hoga (2) 1) najaf ki wafi se karbala tak nagar nagar me gali gali me lage gi fir se sabil maula (2) 2) hussain ke ishq me karado zawar padail safar karege jo chaye karna ho karle duniya (2) 3) qadam qadam par hussain ko hajaro hajj ka savab de kar bahayage rab karam ka dariya (2) 4) kahi pe majlish kahi pe matam kahi pe giraya kahi pe nauha aza me rang jayega zamana (2) 5) hussaini mehhma ke paav kandhe pe rakh ke khidmat karege khadim khuda salamat rakh ye jazba (2) 6) zamana walo se ja ke kehdo hussaini yo ko waba se dar kya hei gayab me jab bachana wala (2) 7) abhi se nasle yaazidi yo ko ye bat behad sata rahi hei bata raha hei aadu ka chara (2) 8) zamane bhar me aza ke dushman bohat hei rizwan or asgar ye kha ke munkir ka dil jalana (2) hussain (a.s) ka aarbeen hoga (2) he har zaba par aahayi tarana (2) hussain (a.s) ka aarbeen hoga (2)