لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya abbas

Ali Haider2012
ShiaNohaLyrics
Tanha hai koi fauj hai betaab mashkeeza liye kaise bujhe pyaas ya abbas..(4) abbas ya abbas..(4) ya abbas..(4) tanha hai koi.. 1. {Khaimo me lagi aag to zainab ne pukara bus ek tuhi tanha hai chadar ka sahara} ..(2) tanha hai koi.. 2. {Aa neher se ek baar ke jaa tujhko me waaru du tujhko duae tera sadqa mai utaru}.. (2) tanha hai koi.. 3. {Aaegi hume lootne jab shame ghareeba mai dekhungi naize pe sare shahe shaheeda} ..(2) tanha hai koi.. 4. {Chhaa jaega jab shaam ghareeba ka andhera aur hoga mere baazu pe jab rassi ka ghera} ..(2) tanha hai koi.. 5. {Kat jaega jab tegh se har aankho ka taara chhin jaega mujhse mera har ek sahara} ..(2) tanha hai koi 6. {Ye aaj bhi jungle me sada goonj rahi hai zainab ki ye maqtal me sada goonj rahi hai} ..(2) tanha hai koi... ya abbas..(8)