لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Abbas kya kare

Ali Raza Surani2019
ShiaNohaLyrics
[Abbas(as)] x3 (Abbas(as) kya kare)x3 (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Pyaasi Sakina(sa) reh gayi paani na mil saka khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Rukh ko tu apne khaime ki jaanib se mor de Jaakar Mujhe tarayi pe (ab Haye chor de)x2 Karna dua ke aaye mujhe jald ab kaza khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Wada tha yeh Sakina(sa) se wapas Main aaunga HaathoN apne usko Main (paani pilaunga)x2 Shaane kalam jo hogaye bedast hogaya khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Shaane Kalam hai koi bhi iska nahi hai gham Gham hai yeh dil pe haye hai (pyaase abhi haram)x2 Khali yeh mashk kis tarha Main lee ke jaaunga khaime mei jaake ab bhala Abbas(sa) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Bedast mujhko khaime se Zainab(sa) na dekh lein Gham mei mere woh tarpe na (yeh khauf hai Mujhe) x2 Bazu kalam woh hogaye uski the jo rida khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Danish bayaaN ho kis tarha kaisi thi woh ghadi Ghode se ran mei girta tha (be dast jab jari)x2 Girte huwe zameen par jaari thi yeh sada khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 YouTube Link : https://m.youtube.com/watch?v=7stjTrlosEM 5- Ay Imam e Muntazar Deti hai Karbala Har dum yehi sada Lena hai aapko badla Hussein(as) ka (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Ay zamane k Hussein(as) kitni sadia hogaee'n Kis qadar guzre muharram kitni eiden kat gaee'n Ahl e dil hain day rahe har ghari tujh ko sada Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Khoon me tar dekhiye masjid o mimber huwe Waqt ke hakim yahan par phir se ahl e shar huwe Charon janib he sitam zulm ka he silsila Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Hain masaib me ghirey apkey sarey ghulam Kijey imdad aaye ab zamaney key imam(atfs) Jald ab ajaye app ibn e Murtaza(as) Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Turbat e Zehra(sa) pe bhi hochuke kitne sitam Roza e Zainab(sa) pe bhi hai ab mazalim dam ba dam Zulm ki zad pe hai phir shaam o kufa karbala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Muntazir rehtay hain hum Rab e kabba ki qasam Khana e kabba pe kab ap lehraein alam Sab azadar e Hussain(as) dekhte hain raasta Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2 Mola Salman o Raza kar rahe hain yeh dua Wasta Shabbir(as) ka Zainab e dilgeer(sa) ka Aa bhi jayein ap ab Sayyada(sa) ka wasta Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala (Ay Imam e muntazar(atfs) Waris e karbobala Ay zamane ke Hussein(as) Muntazir hai karbala)x2