لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Masuma ki hai paak rida

Ali Safdar2008
ShiaNohaLyrics
Masuma ki hai paak rida karbal me zalim ne cheeni karbal which rida zalim ne lutlai haay pak rida maasuma ki , hai pak rida maasuma di sun sun ke falak bhi rota tha sun sun ke falak bhi ronda see faryad o fugan mazluma ki masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma khaime sehra me jalte the wehshat aur khauf ka alam tha bache gir gir ke sambhalte the shabbir ka har su matam tha (karbal ki hawa tu suwe najaf) x2 aahain leja masooma ki masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma rukhsat di gari jab aapuhchi baba di wasiyat yaad aayi zainab ne bhi raanda gala chumya le akhya rab rakha bhai (dunya ne kabhi bhi bhulra nay) x2 bhai taun wafa masooma di masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma rukhsat ki ghari jab aapuhnchi baba ki wasiyat yaad aayi zainab ne barh ke gala chooma aur boli khuda hafiz bhai (dunya na kabhi bhi bhoolay gi) x2 bhayi se wafa masooma ki masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma dhur lae tameechay bhi mare kide kan sakeeena ke zakhmi sajjad ki daikh ke tarpay tan bachi de nalay be rehmi (abid ne barayi zindaje) x2 turbat choti masooma di masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma jab khutbay ki talwar chali dil har zalim ka tharraya darbar me chhaya sanata maula ka lehja yaad aaya (taa hashr faza me goonjay gi) x2 khutbay ki sada masooma ki masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma jad khutbay di talwar chali dil har zalim da tharraya darbar'ch chaaya sanata maula da lehja yaad aaya (ta hashr faza'ch goonjay gi) x2 khutbay di sada masooma di masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma zainab se chali ye rasme aza shabbir ka matam nai rukna zinda hai "kamal" ab naam e wafa ghazi ka alam kabhi nai jhukna (har momim momina yaad rakhe) x2 bas ye thi dua masooma ki masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma masooma di haay paak rida, haay paak rida mazlooma di (masooma) x2 mazluma haaye mazluma