لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya abal fazl

Ali Safdar2015
ShiaNohaLyrics
Abal Fazl...x8 Ya Abal Fazl Aapke dar pe meri hain yeh dua......ya Abal Fazl Aapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl Aapke saaye me hain fauje khuda...ya Abal Fazl Aap pe dil hain fida jaan hain fida ....ya Abal Fazl....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4 Abbas zalim pe tankid hain Abbas batil ki taldid hain Abbas Irfan e tauhid hain Abbas pyaason ki ummeed hain Ab bhi parcham se milti hain taza hawa ....ya Abal Fazl Aapke saaye me hain fauje khuda...ya Abal Fazl Aap pe dil hain fida jaan hain fida...ya Abal Fazl.....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4 Sehte hain hum aah karte nahi Bayat yazeedon ke karte nahi Zinda hain murdo se darte nahi Markar bhi hum log marte nahi Jitne takfeer hain hoge saare fanah...ya Abal Fazl Aapke dar pe meri hain yeh dua.....ya Abal Fazl Aapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl...x4 Babul hawaej se sab maang lo Chup lab rahe aansuon se kaho Roze pe akar namaze padho Roze pe Gazi ka matam karo Dega jannat tumhe ek ashke aza...ya Abal Fazl Aapke saaye me hain fauje khuda.....ya Abal Fazl Aap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl...x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4 Roze ki janib na koi badhe Zayer har ek aaj tayyaar hain Hatyaar utha kar hain alim khade Daesh ki maut aa gayi saamne Aa gaye hain hifazat ko ehle aza....ya Abal Fazl Aapke dar pe meri hain yeh dua....ya Abal Fazl Aapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4 Himmat wafa azr sabro riza Mushkil ka hal ibne mushkil kusha Roze pe pyaase ke yeh mojeza Paani hain qadmon se lipta hua Aake koi na pyasa yaha ae gaya.....ya Abal Fazl Aapke saaye me hain fauje khuda.....ya Abal Fazl Aap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4 Mazlumiyat aisi dekhi nahi Teeron se challi hua nazneen Bazu kate hain lahu hain jabeen Mashke Sakina me paani nahi Kanpti hain zameen arsh hilne laga....ya Abal Fazl Aapke dar pe meri hain yeh dua.....ya Abal Fazl Aapke naam se zinda hain wafa.....ya Abal Fazl...x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah...x4 Ya Abal Fazl....x4 Bazaron me berida bibiyan Zainab musalsal hain nauhakuna Badle ki hain muntazar ek maa Ho ab zahoor e Imam e Zamaan Aaj Shabbir ki maa hain mehre dua...ya Abal Fazl Aapke saaye me hain fauje khuda....ya Abal Fazl Aap pe dil hain fida jaan hain fida....ya Abal Fazl...x4 Uncha hain abbas ka yeh alam Manzil safar me hain ab hum kadam Abbas karna hain khoon se rakam Hojaye Safdar yeh bazu kalam Khoone dil se Kamar maine Nauha likha....ya Abal Fazl Aapke dar pe meri hain yeh dua....ya Abal Fazl Aapke naam se zinda hain wafa....ya Abal Fazl....x4 Yabna Ainullah Hussain Yabna Asadullah Hussain Yabna Wajhullah Hussain Yabna Yadullah Hussain Ya Sarallah....x4 Ya Abal Fazl....x4