لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ali ali maula

Ali Safdar2018
ShiaNohaLyrics
Ali ali, ali ali, ali ali, ali ali..(2) aye dushman o wo khum ke manzar ko yaad rakhna khandak ko yaad rakhna, khaibar ko yaad rakhna zehra ka darr jalaya, us darr ko yaad rakhna nauke sina pe jo tha, us sarr ko yaad rakhna har matami hai kehta, lena hai aaj badla mushkil kusha hamara, bolega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) ali maula, ali maula, ali maula...(4) ali ali maula maula ali ali maula..(2) 1. Jo dushmane ali hai maut apni wo marenge ghar ko jalane wale ab umr bhar jalenge ye daeshi yazidi hargiz na bach sakenge rehbar se darne wale Mehdi se kya ladenge ek aisi jung hogi maujega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) 2. Hai intezare Mehdi taqwe se aur khirad se imdaad mil rahi hai allah-us-samad se Mehdi ki jang hogi haide hi ki rasad se duniya ko fatha karna hai ya ali madad se khaiber kusha hamara, mushkil kusha hamara ali ali maula maula ali ali maula..(2) 3. Farzande fataima hai ye warise nabi hai Abid hai ye hai Baqir ye hai Raza Taqi hai Jafar hai ye hai Kazim, ye Askari Naqi hai Hasnain e waqt ye hai, ye waqt ka Ali hai ghaibat mein aaj bhi hai zinda ali ka beta ali ali maula maula ali ali maula..(2) 4. Farshe azaa ke bache hai mimbaro ke paale rozo ke ye mujahid qur'aan ke hawale ye mujtahid, ye alim ummat ko hai sambhale ye matami mujahid ye hai namaz wale kirdaar baat-ta hai maula ali ka shia ali ali maula maula ali ali maula..(2) 5. Ye kaun tha ke jisne Zehra pe darr giraya siddiqa e jaha'n ko darbaar mein bulaya Zehra ne zakhm khake kuch bhi nahi bataya aur tooti pasliyo ko maula se bhi chupaya aye zulfiqar e haider le inteqam e Zehra ali ali maula maula ali ali maula..(2) 6. Maula ali ye dekhe karbobala ka manzar shabbir gir chuke hai teero ki sar zamee' par teero tabar bohot hai inse zyaada patthar sukha gala hai kat-ta hai qund kitna khanjar karle qubool maula in rehmato ka pursa ali ali maula maula ali ali maula..(2) 7. Chadar nahi hai sar par ye shaam ka safar hai bhai bhi hamsafar hai nauke sina pe sar hai hai darmiya'n mein zainab majma idhar udhar hai aao madad ko baba ab saatwa(7) ye darr hai zainab ne har qadam ko hai aapko pukara ali ali maula maula ali ali maula..(2) 8. Ye jang aakhri hai himmat ali se lenge Mehdi pe jaan denge jannat ali se lenge Zehra se hum shahadat izzat ali se lenge ye nasiran e Mehdi taqat ali se lenge ye hai qamar ka nauha, safdar ka hai ye naara Ali ali, ali ali, ali ali, ali ali..(2) aye dushman o wo khum ke manzar ko yaad rakhna khandak ko yaad rakhna, khaibar ko yaad rakhna zehra ka darr jalaya, us darr ko yaad rakhna nauke sina pe jo tha, us sarr ko yaad rakhna har matami hai kehta, lena hai aaj badla mushkil kusha hamara, bolega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) ali maula, ali maula, ali maula...(4) ali ali maula maula ali ali maula..(2) 1. Jo dushmane ali hai maut apni wo marenge ghar ko jalane wale ab umr bhar jalenge ye daeshi yazidi hargiz na bach sakenge rehbar se darne wale Mehdi se kya ladenge ek aisi jung hogi maujega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) 2. Hai intezare Mehdi taqwe se aur khirad se imdaad mil rahi hai allah-us-samad se Mehdi ki jang hogi haide hi ki rasad se duniya ko fatha karna hai ya ali madad se khaiber kusha hamara, mushkil kusha hamara ali ali maula maula ali ali maula..(2) 3. Farzande fataima hai ye warise nabi hai Abid hai ye hai Baqir ye hai Raza Taqi hai Jafar hai ye hai Kazim, ye Askari Naqi hai Hasnain e waqt ye hai, ye waqt ka Ali hai ghaibat mein aaj bhi hai zinda ali ka beta ali ali maula maula ali ali maula..(2) 4. Farshe azaa ke bache hai mimbaro ke paale rozo ke ye mujahid qur'aan ke hawale ye mujtahid, ye alim ummat ko hai sambhale ye matami mujahid ye hai namaz wale kirdaar baat-ta hai maula ali ka shia ali ali maula maula ali ali maula..(2) 5. Ye kaun tha ke jisne Zehra pe darr giraya siddiqa e jaha'n ko darbaar mein bulaya Zehra ne zakhm khake kuch bhi nahi bataya aur tooti pasliyo ko maula se bhi chupaya aye zulfiqar e haider le inteqam e Zehra ali ali maula maula ali ali maula..(2) 6. Maula ali ye dekhe karbobala ka manzar shabbir gir chuke hai teero ki sar zamee' par teero tabar bohot hai inse zyaada patthar sukha gala hai kat-ta hai qund kitna khanjar karle qubool maula in rehmato ka pursa ali ali maula maula ali ali maula..(2) 7. Chadar nahi hai sar par ye shaam ka safar hai bhai bhi hamsafar hai nauke sina pe sar hai hai darmiya'n mein zainab majma idhar udhar hai aao madad ko baba ab saatwa(7) ye darr hai zainab ne har qadam ko hai aapko pukara ali ali maula maula ali ali maula..(2) ali maula, ali maula, ali maula...(4) ali ali maula maula ali ali maula..(2)