لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ana Zawwar

Ali Shanawar and Ali Jee2016
ShiaNohaLyrics
Labbaik ya hussain..(3) Salam karbobala Ya Hussain Ya Maula Salam Haye shaheedaan e karbala e wafa Har ek zarre se matam ki aa rahi hai sadaa..(2) Ana Zawwar... Husain Ibne ali Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4) Arbaab Hussain ibn e ali..(4) 1. Chala hu karbobala hai zaba'n pe bismillah Hai dil me kalma e haq la ilaha illallah safar qubool kare Ya Hussain Sarallah..(2) Hum log azadar e hussain.. arewallah Hum log wafadar e hussain.. arewallah Hum log tarafdar e hussain.. arewallah Ae aaqa mere, ae maula mere naukar hai sadaa, zawwar tere Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(6) 2. Arbaab man az-zikr e to majnoonam sar shikastan ast ishq e to qanoonam deewane tar az hameesha meekhoonam..(2) har che ke begam az to kame.. arewallah ishqat baraman mohtarame.. arewallah zeebaee yahi az alame.. arewallah inja waseye man harame..arewallah zawwar e tu am, maqsood e mani man naukaretam, aaqa e mani Ana Zawwar e Hussain Sarallah Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4) 3. Salam iska ke humko bula liya maula Salam iska ke zaer bana liya maula Salam iska ke dil me basa liya maula..(2) Hum ehle yaqee, ehle azaa.. arewallah Hum fatema zehra ki dua.. arewallah Hum saare safeeran e azaa.. arewallah Ae aaqa mere, ae maula mere naukar hai sadaa, zawwar tere Ana Zawwar e Hussain Sarallah Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4) 4. Ae naame to behtareen sar aaghazam, aaghazam dar hawa e ishqat bade parwazam, parwazam naukary be in naukari meenazam..(2) ba to saro samoon megiram.. arewallah sakhtiya ra asoon megiram.. arewallah ba seena zadan joon megiram.. arewallah zikre haram majnoon megiram.. arewallah zawwar e tu am, maqsood e mani man naukaretam, aaqa e mani Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(6) 5. Khuda ka shukr dayaar e hussain dekh liya in aasuo'n ne mazaar e hussain dekh liya naseeb mera weqaar e hussain dekh liya..(2) kya shaan teri karbobala.. arewallah hai khaak teri khaak e shifa.. arewallah jageer e alamdaar e wafa.. arewallah Ae aaqa mere, ae maula mere naukar hai sadaa, zawwar tere Ana Zawwar e Hussain ibn e ali..(4) Arbaab Hussain ibn e ali..(6)