لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mashk

Ali Shanawar and Ali Jee2016
ShiaNohaLyrics
Hussain... Al atash, al atash, al atash..(4) Aqaa..... Adrikni.... Adrikni.... Koshish to bohot ki maine bhari thi ye mashk bhi maine aaqa hussain sharminda hu maula hussain sharminda hu..(2) aankho'n se nazar nahi aata na baazu hai tan par maula karna tha jo na kar paya aaqa hussain sharminda hu..(2) afsos mashk khaali hai..(3) Le jaao alam ye mera, le jaao ye mashk e sakina pura na huwa mera waada, laasha mera na lejana daato se bhi mashk ko thama, seene se usko chupaya gaya tha ke wapas aau, par kuch bhi na mai kar paya..(3) afsos mashk khaali hai..(3) Koshish to bohot ki maine bhari thi ye mashk bhi maine aaqa hussain sharminda hu maula hussain sharminda hu..(2) aankho'n se nazar nahi aata na baazu hai tan par maula karna tha jo na kar paya aaqa hussain sharminda hu..(2) afsos mashk khaali hai..(3) Le jaao alam ye mera, le jaao ye mashk e sakina pura na huwa mera waada, laasha mera na lejana daato se bhi mashk ko thama, seene se usko chupaya gaya tha ke wapas aau, par kuch bhi na mai kar paya..(3) Aqaa..... Adrikni....