لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Qaid khane me nauha sakina ka tha

Ali Shanawar and Ali Jee2018
ShiaNohaLyrics
Baba..Hussain.. (2x) Baba.. Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x) Baba Jaan.. Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Qaid Khaane mein nauha Sakina ka tha. (2x) Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Yaad aata hai guzra zamaana mujhe Leeke baahon mein jhula jhulana mujhe Mein bulati rahi, aur na aaye Chacha Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Yaad aata hai pyaara Madina mujhe Phool jaisa voh Baba ka seena mujhe Voh zamaana koi phir dikhade mujhe Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) (Sun rahe ho sadaa Baba jaan) Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Bhai Abid ne chalna sikhaya mujhe Apne haathon se khaana khilaya mujhe Ab usi ke liye hai Dawa na ghiza Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Haye Baba ko dekhe zamaana hua Unke seene pe soye zamaana hua Na tumhara pata, na humara pata Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) Qaid Khane mein nauha Sakina ka tha Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x) (Sun rahe ho sadaa Baba  jaan) Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x) Tum kahan reh gaye (2x)