لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Baba Janum

Ali Shanawar and Ali Jee2019
ShiaNohaLyrics
Yateem o ghum naseeba'n Ba dasto mann ghareeba'n Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4) Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali Sue zindaan chali, sue zindaan chali Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) 1. Qafela jab sue zindaan chala..(2) Apne baba se sakina ne kaha Hogaya qaid tumhara kunba Baba dekho mera rassi me gala Haye meri yateemi, haye meri ghareebi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) Mano yek alam-e- gham ay baba Mano in kaamat-e-kham ay baba Kaash budi ke bebini ke chetor vaared-e-kufe shodam ay baba 2. Mano yak aalam e ghum aye baba Mano een kaamat e kham aye baba Kash budi ke bebini ke chetor Waride kufe shudam aye baba Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali Sue zindaan chali, sue zindaan chali Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) 3. Baba ek baar to aankhein kholo Qaidi beti ki ye halat dekho Baba ek baar sakina keh do Bolo baba mere kuch to bolo Haye meri yatimi, haye meri gharibi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4) 4. Misle yak gunchaye afsurdam man Khaili yak sakht dilazurdam man Door az chishme tho va chishme amu Daem az shimr kotak khurdam man Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali Sue zindaan chali, sue zindaan chali Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) 5. Baba pani ki mujhe aas nahi Mera saqqa mera abbas nahi Ashk pi lungi mujhe pyaas nahi Humko ye karbobala raas nahi Haye meri yatimi, haye meri gharibi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4) 6. Masl-e-sham misuzam arum baba..(2) Baste be tanabe bazum baba az hamoon shab ke zamin oftadam Dard mipiche ta pahloom baba Aye waay az in yatimi, aye waay az in ghareebi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali Sue zindaan chali, sue zindaan chali Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(2) 7. Baba ek baar sadaa do baba Apne nazdeek bula lo baba Shimr aata hai bacha lo baba Apne daman mein chupa lo baba Haye meri yatimi, haye meri gharibi Baba jaanam, baba jaanam, baba jaanam..(4) Mai sue zindaan chali, aapki naazo ki pali Sue zindaan chali, sue zindaan chali