لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ghareeb baba

Ali Shanawar and Ali Jee2020
ShiaNohaLyrics
Hayo mera ghareeb baba..(4) Aye shaam de logo'n, mai sayyed haa'n Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) 1. Bazaar e sham ka majma tha sajjad ghareeb ka nauha tha kyu baghi baghi kehte ho kya jurm tha mere baba ka sajde mein namazi qatl kiya..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) 2. Mera baba shaan e rasulallah mera baba jaan e madina tha 14, 12, aur 5 mein bhi beshak anmol nageena tha sadaat ke dil ko chaak kiya..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) 3. Mera baba paak namazi tha Allah bhi jisse raazi tha mera baba aisa qaari tha qur'an bhi jika haami tha sajde mein uspar zulm kiya..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) 4. Pehle to pyaar se khat likhkar dhoke se bulaya baba ko phir karbobala ke sehre mein kitna hai sataya baba ko mehmaan banakar loot liya..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) 5. Batlao kya mera baba ek kafan ka bhi haqdaar na tha batlao kya mera baba nana ka virsa daar na tha laakho ne usko gher liya..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Na kafan mila, na dafan hua..(2) mera baba pyaasa maar diya Hayo mera ghareeb baba..(2) Hayo mera ghareeb baba..(4)