لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bas Maula Bulalein

Ali Shanawar and Ali Jee2024
ShiaNohaLyrics
Roz Azadaron Ke Ham Qafile Dekhte Hain Karbala Jate Huwe Ham Ko Bhi Sarkar Bula Lijiye Sab Ki Sada Karbala Sab Ki Dua Karbala Puchho Azadaron Se To Sab Ye Kahain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Sab Ki Sada Karbala Sab Ki Dua Karbala Puchho Azadaron Se To Sab Ye Kahen Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Kash Hamain Hazrat e Abbas Bulain Karbobla Ka Hamain Didar Karadain Hussain, Ya Hussain Karbobla Jane Azadar Hai Karbobla Ishq Ka Darbar Hai Karbobla Janat e Zawar Hai Sara Jahan Jis Ka Talab Gar Hai Karbobla Jan Hai, Sab Ka Ye Arman Hai Roza e Shabbir Pe Sab Mil Ke Chalen Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Kash Hamain Hazrat e Abbas Bulain Karbobla Ka Hamain Didar Karadain Hussain, Ya Hussain Mola Ham Ne Hamesha Se Yehi Hai Suna Maal Se Dolat Se Nahi Wasita Jis Pe Karm Hota Hai Abbas Ka Loog Wohi Jate Hain Karbobla Ghazi Bulalo Hamain Roza Dikhado Hamain Ham To Bas Ab Tum Se Hi Faryad Karain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Sab Ki Sada Karbala Sab Ki Dua Karbala Puchho Azadaron Se To Sab Ye Kahain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Mola Ab Bhi Karodon Hain Muhib Ap Ke Karbobla Jo Ke Nahi Aa Sake Dil Main Ziyarat Ki Hasrat Liye Kehte Hain Mola Hamain Bulwaiye Ya Shah e Karbobla, Un Ki Bhi Sun Lo Sada Wo Bhi Bulawe Ka Intzar Karain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Kash Hamain Hazrat e Abbas Bulain Karbobla Ka Hamain Didar Karadain Hussain, Ya Hussain Aana Hai Ham Ko, Aana Hai Ham Ko Aana Hai Ham Ko Ya Hussain Aana Hai Ham Ko Ana Hai Ham Ko Mere Mola Wahan Asghar o Qasim Ali Akbar Jahan Honge Shahidon Ke Masaib Bayan Karna Hai Phir Matam e Tishna Laban Ganj e Shahidan Ka Gham Sham e Ghariban Ka Gham Ham Wahan Ashura o Chehlum Bhi Karain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Sab Ki Sada Karbala Sab Ki Dua Karbala Puchho Azadaron Se To Sab Ye Kahain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Mola, Mola Dekhna Hai Manzar e Karbobla Dor Thi Kitni Wo Nehr Alqama Jis Jagah Mola Ne Di Hal Min Sada Jis Jagah Khaime Jale Sab Kuchh Luta Ghazi Gira Tha Jahan, Roi Sakina Jahan Noha Padhen Ge Wahan Matam Bhi Karain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Kash Hamain Hazrat e Abbas Bulain Karbobla Ka Hamain Didar Karadain Hussain, Ya Hussain Karbobla Wale Shahidon Salam Ap Ka Shaida Hai Ye Aalam Tamam Dil Pe Likhe Hain Jo Bahatar (72) Ye Naam Yaad Rakhen Ge Ye Tumhare Ghulam Ap Se Wada Raha, Aain Ge Jab Karbala Aa Ke Salam Ap Ko Soo (100) Bar Karain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Sab Ki Sada Karbala Sab Ki Dua Karbala Puchho Azadaron Se To Sab Ye Kahain Ge Bas Mola Bulalain Sun Le Sadain Hum Ko Dikhain Karbobla Aana Hai... Mola Aana Hai Mola Aana Hai Ham Ko Ya Hussain Aana Hai Ham Ko Han Ganj e Shahidan Pe Han Nehr e Alqama Pe Aana Hai Ham Ko Ya Hussain Aana Hai Ham Ko Han Aana Hai Ham Ko Makam e Kaf e Abbas Han Khaima E Sadat Aana Hai Ham Ko Ya Hussain Aana Hai Ham Ko Han Makam e Ali Asghar, Han Makam e Ali Akbar Wo Roza e Shabbir, Wo Roza e Abbas Ham Sab Ki Hai Ye Aas, Bas Mola Bulalain Bas Mola Bulalain... Han Hamain Mola Bulalain Bas Mola Bulalain