لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya ali ya ali ya ali

Ali akbar ameen2018
ShiaNohaLyrics
Ya Ali Ya Ali Ya Ali Amiri va nemal amiri Nasiri va nemal nasiri Ya Ali Ya Ali Ya Ali Salamun Ala Sayyadul Awsiya Salamun ala kabatul awliya Salamun Ala Sayyadul aarefin Salamun Ala awwalul momenin Salamun alaika ya Haider Ali kausar zamzam Ali taj e alam Ali isme azam Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ali rehbar e din e islam hai Ali rabb e akbar ka ek naam hai Ameere arab shahe khaiber shikan Ali saf shikan eliya bul hasan Salamun alaika ya haider Ali Shah e Marda'n Ali Sher e Yazda'n Ali kulle ima'n Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ali ki wilayat jo shamil nahi Toe koi ibadat bhi kamil nahi Mohammad ka damad bhai wasi Bilafasl hai janashin e nabi Ali Dil kaba Ali Dil kibla Ali Dil sajda Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ali mehrame raaze kunfayaku'n Ali qalbe momin ki khatir suku'n Ha name ali esa mizan hai Jo momin munafiq ki pehchan hai Salamun alaika ya haider Ali Dino Duniya Ali Arshe Ala Ali Moula Moula Ya Ali Ya Ali Ya Ali Ali pay ye kaisa sitam hai hua Chali haye sajde may teghe jafa Musalle pay fuzto be rabbi kaha Hua shehre kufa may matam bapa Salamun alaika ya haider Padho roke noha Tadapkar hogirya Ali ka hai pursa Ya Ali Ya Ali Ya Ali Hamari hai salmano akbar dua Bualae najaf humko sher e khuda Dar e murtuza pay rakhe apna sir Gadao'n ki tarha rahey umr bhar Kaho haider haider Ali subka rehbar Ali shere dawar Ya Ali Ya Ali Ya Ali