لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Tasbihat e hazrat e zahra (Urdu)

Aqeel Abbas2021
ShiaNohaLyrics
Rooyie lab haa Noor o qadr o kausar o taha Zikr e noorani e ashiq haa tasbihaat e Hazrat e Zahra Allahu akbar een hame jalal Allahu akbar een hame shukooh Allahu akbar dar rahe ALi Fatime istade misleye kooh Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 1. Ya Sayyeda, aye meri bibi aye Sayyeda Aye Fatima, aye Marziya Aye qalb e Mustafa o Murtaza ghum kardu aap ka jo baya'n gir jaye naa kahi'n aasma'n ho jaega fanaa ye jaha'n gar na ho zaat aapki meherba'n Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 2. Ya Sayyeda, Kaabe par jo parda laga hai kaabe ke sar par jo saja hai saaya aapki rida ka hai ghar Allah ka ghar aapka masjid mein khulta hai darr aapka peshe rab dil e athar aapka sajde mein hai sar aapka Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 3. Ya Fatima, kya kya na ghum tumne hai saha pehlu par jab tere darr gira Mohsin jis dum be jaa'n hua haye wo tere ghum ki baat din mein ho to ho jaye wo raat hai laa tadat ghum ke saath haye haye wo teri, ek zaat Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 4. Ya Fatima, dar pehlu pe jis dum gira aankho se ashk e nam gira sar par yu kohe ghum gira Mohsin ke khoo'n se tar-ba-tar haye haye wo tera jigar khoo'n aluda hai jo nazar tere hi ghum ka hai asar Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 5. Ya Sayyeda, darbar mein tujhko bulwaya as'haab ne tujhko rulwaya haq ko tere na-haq khaya yu Zarha ko naraaz kiya haq bachho ko hargiz na diya haye haye roke tune kaha toote hai sitam mujhpar baba Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4) 6. Ya Sayyeda, Ya Fatima Zahra ho karam ho sar pe mere ghazi ka alam ho chashm ghume sheh mein namm beemar shifa tumse paaye ye dunya dawa tumse paaye muflis bhi ghiza tumse paaye har ek ataa tumse paaye Sallallahu alaik Ya Fatimeh..(4)