لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hamara Hai Ya Hussain

Azadar Hussain Sayyed2022
ShiaNohaLyrics
Tute huwe dilo ka sahara hussain hai Mushkil me deene haq ne pukara hussain hai Har dil aziz sabka dulara hussain hai Itna jahan walo ko pyara hussain hai har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain 1)Raahat nabi ke dil ki hai zehra ke dil ka chain bhai hasan ka aur hai haider ke dil ka chain duniya pukarti hai use shahe mashraqain kar paenge ada na jaha wale uska dain zehra ke ghar ka raaj dulara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 2)saare jaha me uska gharana hai moatebar har ek ke liye hai khula uska paak dar raahib ko bete dediye fitrus ko baalo par jannat ka raahi bangaya jab hur pe ki nazar muztar ka benawa ka sahara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 3)adam vo nooh ke bhi labo par hai uska naam karte hai uske zikr ko ayyub bhi salaam isa vo musa uska sada karte hai kalaam rahta hai zikr labpe mohammad ke subho sham haa ambiya ki aakho ka taara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 4)dono jaha me ussa koi moatebar nahi usse bada jaha me kisi ka jigar nahi kyu naabalad hai isse tujhe kyu khabar nahi deene rasool kuch bhi nahi wo agar nahi gham hai agar hazar to chara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 5)raahe khuda me apna bhara ghar luta diya nabiyo ki saari mehnate tanha bacha gaya jangal ko karbala e moalla bana diya karbobala ki dast ko aisa saja diya khulde bari ka goya nazara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 6)tukde chune hai jisne bhatije ki lash ke dekha hai lasha bhai ka baazu kate huve kadyal jawan mar gaya aakho ke saamne hatho pe dam ko tod diya sheer qaur ne sab kuch rahe khuda me gawara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain Har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain 7)jaari rahe ataao ka ham par ye silsila Moula qabool ho ye azadar ki dua Asghar ke hai labpe shaboroz ilteja Har saal dekh te rahe ham aake karbala Kaafi fakat tuamara ishara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain har qaum keh rahi hai hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain hamara hai ya hussain