لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Allahu akbar

Farhan (ALI WARIS)2009
ShiaNohaLyrics
Allahu Akbar Dhal gayi aashur ki raat Pheli safedi subh ki Roke bola ibne zehra Waqt aya he azaan ka Ey shabihe Mustafa ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 1. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Mere nawjawaa (n) De aisi azaa (n) Jo pohonche jina Rahe ta jaaha (n) Jaane baba ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 2. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Shabihe nabi Yahaan he tuhi Sare karbala Phuphi ka teri He yeh nawha ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 3. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Dile ghamzada Kare ye buka Meri jang ki Ho yun ibteda Mere beta ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 4. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Ye gham ka samaa (n) Jo dekha yahaa (n) Behan nawhagar Musalle pe maa Boli fizza ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 5. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Azaa (n) ho to yu (n) Mujhe ho suku (n) Hare ek lafz mein Nazar aaye khun Mere jad ka ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 6. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Azaa (n) me asar Ho itna pisar Rakhe jab hawa Use dosh par Sun le sughra ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 7. ( Ey shabihe Mustafa) x2 Ey mere karyal jawaa (n) Abhi he yahaa (n) mere naujawaa (n) Sunenge azaa (n) Mere nanajaan Tere dada ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3 8. Ey shabihe Mustafa Ey mere karyal jawaa (n) Aza bte ki Jo mazhar suni Kaha shah ne Yahi us ghari Shukre maula ( Subhe ashoor he Dede akbar azaa ( n)) x3