لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Sajjad ko be maut

Farhan (ALI WARIS)2009
ShiaNohaLyrics
Sajjad ko be maut Hai shaam ka Bazaar or Abid -e- Bimar Tarikh me gar bazaar na hota Shabbir ka beta kabhi bimar na hota ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 1. Be parda haraam saath hai aur shaam chalaa hai ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 2. ( Zainab ko koyi dekh na paye isi khatir ) x2 ( Neze pe sar -e- sibte nabi bol raha hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 3. ( Zainab na tamasha bane dekhe muje sab log) x2 (Ye soch ke sar ghazi ka neze se gira hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 Abid ko dawa aur na ghiza dete hai Sote hai to zanjir hila dete hai 4. (Ay shimr layin kispe tu barsa ta hai kore ) x2 ( Abid to bari der se behosh para hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 5. (Ay shimr sakina ko na tu maar tamache ) x2 ( Ahsas yatimi ki bari sakht saza hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 6. (Na tok hai wazni ka na naqahat ka sabab hai ) x2 ( Sar sayed -e- Sajjad ka ghirat se juka hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 7. ( Fizza ki himayat me kinchi teg hazaro ) x2 ( Zainab ki himayat me bas ik qaidi khara hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 8. ( Phir shimr ne napaak zaban se ye bataya ) x2 ( ye laila , ye kulsum ye zainab be rida hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2 9. ( Farhan ye Zainab ke masayib ka asar hai ) x2 ( chaalis baras mola mera rota raha hai ) x2 ( Sajjad ko be maut ye gham maar gaya hai ) x2