لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Zainabam

Farhan (ALI WARIS)2009
ShiaNohaLyrics
Zainabam ( Zainabam ) x3 ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 1. Jaaunga me jahaan jahaan sehne parenge hame gham ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 2. Koi baqi na raha baandh li humne bhi kamar He chamakte huwe neze mere marne ie khabar (Mere hawale he behan ) x2 tifl mere mere haram ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 3. Shaam dhal jaye to ye wada nibhana bibi Apne sine pe Sakina ko sulana bibi ( Kon sambhalega use) x2 Jab na rahenge yahaa (n) hum ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 4. Jab mere halq pe shamsheere sitam chalne lage Zulm ki foj mein naqqara agar bajne lage ( Dekhna abid na uthe ) x2 Kheche huw teghe to dam ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 5. Jab tumhe sham ke darbar mein lejaye shaqi Yaad karlena jo amma pe uftaad huwi (Log wohi zulm wohi ) x2 Baat wohi aur wohi hum ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 6. Sab ke shaane huwe rasan basta Sakina ka gala Aisa aalam mein bhi karna nahin ummat se gila ( Sanie zahra ho behan ) x2 Sehna usi tarha sitam ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 7. Berida dekh na paye tujhe dunya ki nazar Isliye neze se girjayega abbas ka sar ( Qariye quran wahan ) x2 Honge isi dard se hum ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 8. Yaad rakhna ye sitam hovega dorane safar Tez naaqe se jo girjayegi meri dukhtar ( Dhund ke tum lana use) x2 Kaafile ko rokenge hum ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 9. Kon ham dard yahan baqi he pyaase ke liye Ek naseehat kiye jaata hun dilase ke liye ( Haya ala khairil amal ) x2 Tum ye kaho aur kahe hum ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 10. Dame rukhsat thi ye farhan shahe deen ki fughan Baad mere jo sitam honge karu kaise bayaa (n) ( Saath nahin deti zabaa (n)) x2 Ban gaya khud mazhare gham ( Zainabam zainabam khawahare gham par waram ) x2 ( Zainabam ) x3