لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Rehai qaid se

Farhan (ALI WARIS)2020-21
ShiaNohaLyrics
Haye haye zainab, haye zainab..(2) kya beet gayi hogi, zainab ke dil pe logo..(2) Zainab ke dil pe logo Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) Bina hussain ke..(2) woh kaise ghar gayi hogi... Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 1. Aye nana tere nawase ko teri ummat ne dafan kiya hai ya urya'n hi ban mein chhod diya hussain ya hussain hussain ya hussain hussain badshah hussain shehenshah hussain deen hai hussain dee'n panah shaheed e karbala zabeeh e nainawa hai tera ghar luta be jurmo be khata hussain ya hussain ya hussain ya hussain batool zaadi yehi, baat sochti hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 2. Pade the laashe jawano ke dasht e karbal mein pada tha ghazi ka lasha baghair shaano ke abbas haye abbas abbas haye abbas abbas ba wafa abbas ba safa ali ki god ka hai tu paala hua abbas mojza hai tu batool ka abbas ek naya hai pesh marhala hai zainab berida safar hai shaam ka hai shami behaya wa musibata abbas haye abbas haye abbas haye abbas jawaan bhai ke shano ko dhundhti hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 3. Luti thi dasht mein jo chadar e saidaniyo ki lautayi abid e beemar ko laeeno ne sajjad haye sajjad sajjad haye sajjad beemar e karbala aseer e bekhata tumhara qafla to tha luta hua pehenke bediya jidhar bhi tu gaya wo raasta bhi tha lahu lahu hua najane kis tarha ye tune seh liya wo zainab e hazee ka sar khula hua fir uske baad bhi tu jab talak jiya tumhari aankh se sada hai khoo'n baha sajjad haye sajjad haye sajjad haye sajjad ali ki laadli, hasrat se dekhti hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 4. Wo chhe mahine ke bache ko teer maara tha wo sheer khwar ka sar bhi sina pe aaya tha sagheer haye sagheer sagheer haye sagheer sagheer e karbala hai kushtaye jafa kisi ki dushmani hai tumse kyu bhala tumhara sinn bhi nahi hai jung ka qaza ka teer hai ba dast e hurmala tumhara phool se bhi narm hai gala rabab kis tarha karegi hausla khuda ra hausla hussain par yehi to waqt hai kada lahu sagheer ka hai muh pe mal liya sagheer haye sagheer haye sagheer haye sagheer batool lehed mein, muh apna peet-ti hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 5. Gaya jo qafla maqtal mein aale ahmed ka veeran dasht mein har bibi apne pyaaro ko jawaan haye jawaan jawaan haye jawaan shabeeh e mustafa vazeer e murtaza athara saal se tu burqe mein pala phuphi ne naaz se tujhe jawaa'n kiya khuda ke waaste abhi na ran mein jaa hussain kis tarha ye dekh payega jawaan ka jigar sina ka tootna behen thi muntazir ke laut ke tu aa wo ab bhi dekhti hai tera raasta jawaan haye jawaan haye jawaan haye jawaan tadapti dhoop mein, ro roke dhundhti hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) 6. Suna jo hoga sakina ne qabr mein akhtar ke sab chale hai mujhe chhod ke madine ko masuma qabr mein tanha hi ro rahi hogi Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi..(2) Haye haye zainab haye zainab haye zainab, haye zainab, haye zainab