لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Barchi akbar ke kaleje se

Farhan (ALI WARIS)2021
ShiaNohaLyrics
Haaye baba, hai dard bada..(3) Baba.. Haaye baba, hai dard bada..(2) Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) 1. Aisi uljhi hai kaleje mein ye barchi baba saath barchi ke kaleja bhi nikal aayega waqt hai mushkil hai bada khudko, sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) Haye baba, hai dard bada..(2) 2. Waar zalim ka tha aisa mai sambhal na paaya usne seene mein hi barchi ki ani ko toda mujhko is dard ki mushkil se nikalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) 3. Ab to kuch der mein jaa'n meri nikal jayegi fir kabhi behna meri mujhse na mil payegi ho sake to meri sughra ko bula lo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) 4. Baba jaa'n laash meri khaimo mein jab jaegi maa to ye haal mera dekhke mar jayegi zakhm seene ka kisi tarha chhupa lo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) 5. Haye ashq rukhsar pe raasha hai tere hatho'n mein ye bhi mushkil hai ke beenayi nahi aankho'n mein tum madad ke liye dada ko bulalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) 6. Zabt farhan qayamat hai, likhe kya mazhar akhri baat yehi kehke sidhare akbar Ya ali kehke mera laasha utha lo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba Akhri waqt hai dil apna sambhalo baba barchi akbar ke kaleje se nikalo baba..(2) Haye baba, hai dard bada..(2)