لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bole saara jaha'n

Farhan (ALI WARIS)2021
ShiaNohaLyrics
Hussain ya hussain..(4) Hussain... (4) Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) Subho rahe aur shaam rahe maula tera ucha sadaa naam rahe..(2) Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 1. Mulko mulko mein tera matam.. Ya Hussain shehro shehro mein tera matam.. Ya Hussain gaon gaon mein tera matam.. Ya Hussain Halqa e ashiqa'n hussain ya hussaina matam kare jawa'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 2. Ghar se hamara nikalna.. Ya Hussain paidal julooso'n mein chalna.. Ya Hussain pairo ka dhoop mein jalna.. Ya Hussain Lekar tera nisha'n hussain ya hussaina sadko pe hai rawa'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 3. Lakho'n karodo azadar tere aaye shauq e ziyarat leke ashoor ho ya, ho tera chehlum hoto'n pe nauha, seeno pe matam dil mein hai ye junoo'n hussain ya hussaina zawwar mai banu hussain ya hussaina paidal safar karu hussain ya hussaina tumse aakar milu hussain ya hussaina tera nauha padhu hussain ya hussaina aisa matam karu hussain ya hussaina ye jism aur ye khoo'n hussain ya hussaina tujhpe mai waar du hussain ya hussaina tere liye jiyu hussain ya hussaina tere liye maru hussain ya hussaina Subho rahe aur shaam rahe maula tera ucha sadaa naam rahe..(2) Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 4. Teri behen ki dua hai.. Ya Hussain ghar ghar mein farsh e azaa hai.. Ya Hussain ye sayyeda ki ataa hai.. Ya Hussain aye meere karwaa'n hussain ya hussaina tu aur teri maa hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 5. Hum hai tere tu hamara.. Ya Hussain gunjega ab yehi naara.. Ya Hussain tu hame jaan se pyaara.. Ya Hussain dedenge tujhpe jaa'n hussain ya hussaina tere peero jawa'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) Ya.. Hussain.. Aqaa.. Hussain Rehnuma hussain - hussain Dastaa'n hussain - hussain Hausla hussain - hussain Mo'jiza hussain - hussain Kubaku, Subasu, Rubaru Hussain - hussain Arzoo, Justujoo, Guftugu hussain - hussain Aayatein, Nematein, Rehmatein hussain - hussain Aasma'n, Sayeba'n, Kehkasha'n hussain - hussain Hai zama'n hussain - hussain Hai maka'n hussain - hussain Hai neha hussain - hussain Hai ayaa'n hussain - hussain Behrobar, Charagar, Shere nar hussain - hussain Hi idhar, Hai udhar, Arsh par hussain - hussain La ilaah hussain - hussain karbala hussain - hussain Ibteda hussain - hussain Inteha hussain - hussain Subho rahe aur shaam rahe maula tera ucha sadaa naam rahe..(2) Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 6. Mujhko wo din bhi dikhana.. Ya Hussain Khulke ho rona rulana.. Ya Hussain Aake imam e zamana.. Ya Hussain Matam kare yaha'n hussain ya hussaina Sab ho mehwe fugha'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 7. Jis din se hosh sambhala.. Ya Hussain Ghar mein alam tera dekha.. Ya Hussain phir nauha padhna seekha.. Ya Hussain Tabse wird e zaba'n hussain ya hussaina mai tera nauhakhwa'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) Saa'nse rawa'n hai maula tere liye ye dil o jaa'n hai maula tere liye peer o jawa'n hai maula tere liye ye karwaa'n hai maula tere liye kaun o maka'n hai maula tere liye saare jaha'n hai maula tere liye Subho rahe aur shaam rahe maula tera ucha sadaa naam rahe..(2) Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) 8. Apne ghumo ko bhulakar.. Ya Hussain Rote hai teri azaa par.. Ya Hussain Ye tere farhan o mazhar.. Ya Hussain Ye jism aur ye jaa'n hussain ya hussaina tere liye hai haa'n hussain ya hussaina Kal bhi dilo pe tera raaj tha maula ab bhi dilo pe tera raaj hai maula Bole saara jaha'n Hussain ya hussaina Tiflo peero jawa'n Hussain ya hussaina Hussain hussain hussain, hussain hussain hussain (2) Aqaa... Hussain