لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Zainab Zainab

Farhan (ALI WARIS)2022
ShiaNohaLyrics
Abbas haye abbas..(2) Khaimo mein alam aaya alamdar na aaya..(2) Shabbir ne zainab ko yehi nauha sunaya Darya pe maara gaya tera alamdar zainab..(2) Zainab, Zainab, Zainab Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab Tooti hai meri kamar lut gayi sarkar zainab Zainab, Zainab, Zainab Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 1. Haatho mein kuza liye baithe hai pyaase hai sabko aas zainab us bawafa se us bawafa se muh hum se mod gaya ghurbat mein chhod gaya dil mera kehta hai ab jeena hai bekar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 2. Kehti thi meri bachhi aayega pani Usko suna do zainab ghum ki kahani ghum ki kahani maara gaya saqqa kunba raha pyaasa pyaso pe ho gaya qurban woh salaar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 3. Mashk e sakina chhidi kat gaye shaane kaise zamee'n par aaya allah hi jaane allah hi jaane gurz tha sar pe laga aankh mein teer bhi tha uthna chaha to na uth paya wo jarrar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 4. Darya pe jab mai pocha laasha uthane ki thi mujhse wasiyat us bawafa ne us bawafa ne laasha khaimo me mera aaqa lekar na jaana yeh keh ke chhod gaya mujhko wafadar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 5. Mujhpe chalega khanjar khaime jalenge chadar chinegi teri baazu bandhenge baazu bandhenge sabka ghumkwar hoga mera beemar hoga ab tak abbas tha ab tu hi hai salaar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) 6. Maula ka nauha tha yeh Farhan o Mazhar farshe azaa bichao aye meri khwahar aye meri khwahar aao ab zere alam barpa karein matam hum hai us bawafa ke pehle azadar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2) Darya pe maara gaya tera alamdar zainab Zainab, Zainab, Zainab..(2)