لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bus Ali Sardar

Farhan (ALI WARIS)2023
ShiaNohaLyrics
Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Janam Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Janam Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Janam Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Janam Ash ha du anna aliyan waliyullah Ash ha du anna aliyan hujjatullah Tera ali, mera ali, rab ka wali, haider e qarrar Noor e jali, nafs e nabi, maula ali, haider e qarrar Ishq e ali jisko mila usne sadaa di Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Naara ali ka jo maara hogaya phir beda paar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) 1. Bole malang saare, maula ali ke pyaare mere maula ke jaisa koi nahi dee'n ka sardaar ali, kul ka mukhtar ali koi ali sa hai to laao kahi Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Hum hai malangane ali humse na tum uljho yaar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) 2. Jab bhi maida'n mein aaya, aise dushman pe chaya sar kahi'n pheka badan aur kahi'n kaisa marhab ko maara, antar ka sar utara thar thar thar kaape falak aur zamee'n Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Sar sar karti kuffaro pe chalti rahi zulfiqar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) Itna baland hai ali.... Itna baland hai ali.... Mushkile bhagane wala, bigdi ko banane wala raasta dikhane wala hai.. Har dil pe chane wala hai Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Shah e mardaa'n shere yazda'n quwat e parwardigar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) 3. Patthar pe alam gaada, khaibar ka darr ukhada suraj paltaya badi shaan se Jab chali teghe ali, haibat se bhage shaqi jo bhi takraya gaya jaan se Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Karti thi talwar ali ki ek bande ke tukde char Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Hijab e kibriyayi usi ki hai khudayi sitaro se bhi aage hai ali ki badshahi..(2) Ali ka ek hai darr jaha'n pe sar jhuka kar bane salman abuzar aur bane saare qalandar..(2) Nahi dekha koi banda nigaho ne ali jaisa shab e hijrat jo sota hai to lagta hai nabi jaisa Abu talib ka beta Ali shauhar Zahra ka Ali hasnain ka baba Ali qambar ka aaqa aur ALi hum sabka hai maula Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Palano ke mimbar ye kehke gaye hai sarkar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) 4. Zikr e ali ibadat, madh e ali tilawat duniya se Mazhar o Farhan bole tera bhi ALi Waris, mera bhi Ali Waris dil jo bataye wo imaan bole Shah e mardaan ali Sher e yazdaan ali Jaan Ali, Jaan Ali Usse apna kya rishta hai jisko hai inse inkar Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) Ali.. Ali.. Ali Ali Ali Ali Bus ali, ali, sardaar sardaar..(4) Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali