لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Dua e Fatima Zahra

Fatema Ladak2015
ShiaNohaLyrics
Haye Abbas ya abbas - 4 dua e fatema zehra ali ka lakht e jigar wafa ke shehar ka parwadigaar hai abbas 1.kahi pa kafila salaar hai mera gazi kahi pa parda o dewaar hai mera gazi kahi pa ahmad e mukhtar hai mera gazi kahi pa haq ka kharidaar hai mera gazi mare hussain ke dil ka karar hai abbas wafa ke shaher ka parwardigaar hai abbas 2.mare jari ke taaruf ma dil ya kehta hai ya izan e shah ma sar ko jukaye rehta hai ali ka lal hai kitna azeem rutba hai magar ya sheh ki gulami pa naaz karta hai waqaar kehti hai mera waqaar hai abbas wafa ke shehar ka parwargigar hai abbas 3. hasan ke lal ke tukdhe kahein habib ka sir wo ran ma aun o muhummad kahin :kahein akbar jari ne dekh liya darad ka har ik manzar magar wo ab be chala ran ko chodh kar khanjar sabar ki phosuht pa aise sawaar hai abbas wafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas 4. gaya tha pani jo lene ali ka shair pisaar soowe furaat they pyason ki is tarha se nazaar ke jaise aye ga dariya wo khud abi uth kaar bala ke dasht ma pyason ka dekh lo manzaar har aik pyase bki pyasey pukaar hai abbas wafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas 5. wo jis ne pyas ke alaam ma pani tukraya wo jis ne mashk ke badley ma bazo katwaya wo jis pa ashkon ka badal kabi nye chaya magar wo khaimon ma mashkiza jab nye laya isey ke soogh ma yun ashk baar hai abbas wafa ke shehar ka parwarddigaar hai abbas 6.utha ke mashk aowee ran jo aa gaye abbas yun izan e shah pa sar ko juka gaye abbas karar e qalab shahadat be pa gaye abbas wafa ko maar ke be jena sekha gaye abbas isey karar ko phir be karar hai abbas wafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas 7.mere jari ki ibadat : gulamey e sarwar aqeda kehta hai irfan azmaa lo agar piya hai doudh be abbas ne yahe keh kar ya aik jaan to chotey hai mare aqa par hazaron jaanen loutane tayaar hai abbas wafa ke shehar ka parwardigaar hai abbas