لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Saari shamme buja leke suraj nikal

Fatema Ladak2015
ShiaNohaLyrics
al ajal al ajal ya imam al ajal – 2 ya imam al ajal aa bhi jaa pardaye ghaybat se zamane ke imam tere muh se hi tere jad ki kahani sunle hum azadaro ki bas aakhri khwaaish hai yahi nauha shabbir ka ek teri zabani sunle saari shamm e bujaa le  ke suraj nikal al ajal ajal ya imam al ajal har musalle pe hai yeh dua aaj kal al ajal ajal ya imam al ajal raah e takhte hai teri yeh ehle azaa raat deen hai labbo par yahi ek dua charsou khauf hai aur gum ki ghatta kaise jaari rekhe zikhr e shahh e hudda rukh ne jaye kahi maula kharul amal al ajal al ajal ya imam al ajal zindagi kya hai ek raah pur qwar hai har taraf mowt aur gum ka bazaar hai har galli mei tho laasho ka ambaar hai matami par masaib ki yal gaar hai aake maula nizaam e jahan ko badal al ajal al ajal ya imam al ajal majlis e gum mei jaana hai ek marhala jaane kab apne qatil se ho saamna karte rehte hai zikr e gumme karbala go ke har sanzz lag ne lagi hai sazaa karde maula zarra dast e batil ko shal al ajal al ajal ya imam al ajal har sitam dilpe seh ke keha ya hussain jab bhi koi janaza outha ya hussain yaad aayi humme karbala ya hussain tere darbaar mei hai dua ya hussain suon le beta tera ye sadda e atal al ajal al ajal ya imam al ajal dard aur gumke alaam mei kaise jiye apne pyaro ke matam mei kaise jiye khoon aalooda mausum mei kaise jiye gum yahi hai ke iss gum mei kaise jiye iss jahan ki fizza oss jahan se badal tere joke masiab mei gum kwar hai pursa daarane zehra dilaff gaar hay teri nusrat ke hum sab talab gaar hay maula mehweh dua saare zawwar hay ik alam leke aa karbala saath chal al ajal al ajal ya imam al ajal bekafan laasheh shahe zaman ki kasam hay sakina garibul watan ki kasam ek bhai ki aur ik behen ki kasam yaani zainab aseereh rasan ki kasam muktasar tere aaneh pe hai har amal al ajal al ajal ya imam al ajal farshe gum par hai mehwe dua fatima dekhe ehle azaa ashq e gum ka silaa tegh e haider sambhaleh jo tu aayega hoga mazhar sipaahi teri fauj ka kat raha hai qayamat ka ik ik pal al ajal al ajal ya imam al ajal noke nezaa se chini gayi jo ridda deh rahe hai ussika tuje waasta bandh raaho ko khulwadeh aake zarra shaam jaye dubaara yeh ehle azaa iss se pehle ke aayeh payaam e ajal