لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Zahra gareeb ho gayi

Fatema Ladak2015
ShiaNohaLyrics
Haaye Zehra Haaye Zehra - 4 Fatema Zehra - 2 deti thi roke binte payambar yehi sada zahra gareeb hogayi baba tumhare baad 1. Aye baba jaan raato ko soti nahi hu mei ummat ka aisa pehra hai roti nahi hu mei sadmo se chur chur hu yeh dil hai ghumzada zahra gareeb hogayi baba tumhare baad -2 2. baba mei teri yaad mei roti hu jab kabhi kehte hai mujse ageyeh hai tere ummatti deen mei bahau ashk ya shab ko karo bukaa zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 3. sab ko khabar thi khoob yeh hai biz'ate nabi darbaar mei aye baba mei ghanto khadi rahi lekin kissi ne yeh bhi na bola ke bayth ja zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 4. hay kaun binte mursale haq poochti rahi hakim se teri ladli haq maang ti rahi lekin adou ne baage fidaq gasbh kar liya zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 5. dushman hamari jaan ki ummat teri bani baba abul hassan ke ghale mei rasan padi rukh apna kalma goyo ne kaisa badal liya zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 6. dar par lagayi aag sitam isspe yeh kiya pehlu pe mere jalta huwa dar giraa diya mohsin ko mere zeest se pehle milli qazaa zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 7. jab dar gira to toot gayi pasliya meri taa der dar ke bich rahi laadli teri aur kalmago ne zulm ka roka na silsila zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 8. haaye shikasta haal hu sadmo se is kadar mei kya karu namaaz bhi parti hu bayth kar mohsin ke ghum ne uthne se majboor kar diya zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 9. dil ko sukoon milta nahi baba al madad pehlu se haath uthta nahi baba al madad ruk ti hai sans phat ta hai ghum se mera jigar zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2 10. sadaat fatemah sabhi jaan apni khote hai markad mei aye hilal nabi khoon rote hai pardti hai roke binte nabi jab yeh marsiya zahra gareeb hogayi baba tumhare baad - 2