لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Asghar ka jhula

Fatema Ladak2016
ShiaNohaLyrics
MAA KHEYALO MEI JULAATI REHGAYI ASGHAR KA JULLA NA RAHE ASGAR NA JULAA REH GAYA MAADAR KA NAUHA MAA KE DILSE KOI PUCHE CHE MAHINE KA THA ASGHAR DHOOP MEI MAKTAL KI SOYA AUR KAR ZAKHMO KI CHAADAR AB KAHA BAKI RAHA HAI ZINDAGI MEI MAA KI SAAYA RAAKH JULLE KI CHUPA KAR DAMENE NASHAAD MEI WO DHOOP MEI TA UMR BETHI BEZUBAA KI YAAD MEI WO JAB GAYI SAAYE MEI DUKHIYA HOGEYI KHUD EK LAASHE BAS CHALE KHAIMO KE ANDHAR YAAD HAI JULLE KI BAAKI CHASME MAADAR MEI MAGAR WO HAR GARRI TASWEER AATI AKHS WO JULLE KA PAHAM AUR PISAR KA CHAND CHEHRA NAAS KITNE TH UTHAAYE RAAH MEI PALKE BICHAYE EK SHAB PEHLE ABHI THO LORIYAA ISS KO SUNAYE LORIYO KI SAB SADDA E BAN GAYI GIRAA O NAUHA KHOO BAHRA KURTA UTHAYE SHAAM KE ZINDAAN MUZTAR AAG DARIYA SE GUZRI MOWT KE ARMAAN LEKAR JAB WATAN ZINDAAN SE AAYI GHAR KA DOONDHA KONA KONA KHWAB AANKO MEI SAJAA E KHAISHE TABEER MEI BAS AHSOO O NE GHUM LIKHE TH GHUM ZADAA TAQDEER MEI BAS BAEN KARTI THI HAMESHA DHOOP MEI HAI MERA BACHA ZAKHM JO DHARKAN PE AAYE WO GINNE NA JAA SAKEGE TEER YAADO KE MUSSALSAL KALBE MAADAR PAR CHUBHEGE MOWT SE BERKAR HAI MUSHKIL MAADAR E ASHGHAR KA JINNA FATEMAH SAARA BAYAH YEH ASGHAR E MASUM KA HAI BAR LABBE SALAM NAUHA MAADAR E MASLOOM KA HAI KYU NA DE FARSH E AZAA PAR EHLE GHUM RO RO KE PURSA