لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Natawa sughra ko tadpata raha akbar ka ghum

Ghazi Abbas2015
ShiaNohaLyrics
Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham Nojawani Mai zaeeifi kargaya akber ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 1) sar jhukaye sayyade sajjad rote hi rahe Haal Akber ki shahadat ka sunate hi rahe Bhai is tarha sugra ko Mila Akber ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 2) furqate haam shakale paighambar Mai rooti hi Rahi aapne sarko peet Kar sugra yahi kehti Rahi Kis  tarha mujh se bhulaya jaaayega Akber ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 3) Ghar Mai sugra ne bichakar Bhai ki farshey aaza Raat din khehti Rahi was hasrato wa akbara Loo behen ki Zindagi par chagaya Akber ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 4) kumbe waloon ki judaie ke bahut sadme sahe Sab ghammo Mai do bade gham the behne ke waase te Ek Ali Akber ka gham aur doosera Akbar ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 5) matamai shabbir Mai doobi Hai yaserab ki zameen Karbala me fatema sugra ki khushiyaan chieen li Chain dukhiyari behen ka legaya Akbar ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2) 6) hubbe akabar meherabaan Hai Lehne ghazi par mujeeb Horahai Hai har jaagah zikre Ali Akber mujeeb Baat to Hai yooun aazane karbala Akbar ka gham Natawaan sugra ko tadpata raha Akber ka gham (2)