لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kehti thi zainabe lachar

Ghazi Abbas2018
ShiaNohaLyrics
Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya Hoo Kahan Bhai alamdar Kaise darbar Mai jaaon bhaiya Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2) 1) Saat Soo kursi nashi baite tamashaie yahaan Aur khula sar mere Bhai kahoo Jaaon  Kahan koi moonise Hai na gham Khaar Kaise darbaar Mai jaaaon bhaiya (1) kheti thi zainabe lachar Kaise daarbar Mai jaaaon bhaiya (2) 2) Ghash si tari Hai nigaoon Mai Jalan Hoti Hai Pusht par durro ke zaqmo see chubhan hoti Hai Aur Hai saamane darbaar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1) Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2) 3) Jaanti Hoon ke sakina ko satayege laeen gham see marjaa ayegi wo itna Roolaye ge laeen Hai shahadat ke ye aasaar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1) Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2) 4) Bewaja shoor machate Hai sitamgar dehkho Ja Baja durre lagate Hai sitamgar dehko Khoon rolate Hai sitamgar Kaise darbar Mai jaaon bhaiya (1) Kheti thi zainabe lachar Kaise darbar Mai jaaon bhaiya (2) 5) Kaise abid ko bhala tanha sambhale Zainab Waqte imdad yahan kissko pukare Zainab Aaooo imdad ko ek baar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1) Kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (2) 6) Kya bayan hoga wo darbaar ka manzer aye joun Jab ye Zainab ne kaha ghazi se rookar aye joun Ab kahe gi na ye ghamkhar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya (1) kheti thi zainabe lachar Kaise darbaar Mai jaaon bhaiya