لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haye Hassan

Hassan Sadiq1997
ShiaNohaLyrics
Haye hasan (4) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka (2) Teeron may gir gaya tha (2) Farzand murtaza ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Kya mila tujhe ay zaalim Qasim yateem karke (2) Kuch bhi na khauf aaya (2) Dilme tere khuda ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Roko na aaj mujhko ay chand Fatema ke (2) Dum ghut raha hai ab toh (2) Abbas ki wafa ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Hai dusra aal imamat ka (2) Zehra ke jigar da para Hai dusra aal imamat ka (2) Zehra ke jigar ka para Panjatan me paak gharane may Tha Hasan he sab ko pyara Kyon barasti hai teeron ki Kyon zeher se usko mara Tha jiska baba nabiyon ka mushkil may pak sahara Teeron may hai janaza haye uske laadle ka (2) Hota tha jo sahara (2) Mushkil may anbiya ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Zaati na koi tang thi aulaad e murtaza ki (2) Saara mamla tha (2) Islam ki baqa ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Hai rehmath dono alam ki (2) Kyun bhule uss hasti ko Hai rehmath dono alam ki Kyun bhule uss hasti ko Toofan ka bilkul khauf nahi Islam ki ab kashti ko Jo karm o dawat na de paye (2) Haye apne paak nabi ko Woh ajre risalath kya denge Haye apne nabi arabi ko Kalmo dawat kya agar jo na de sake nabi ko (2) Woh haya karegi ummat (2) Kya aal e mustafa ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Pehchane ne se qasir har koi ameer hoga (2) Qasim bharam rakhega (2) Kuch iss tarha chaha ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka, Jaise he ghar se nikla Teeron may gir gaya tha (2) Farzand murtaza ka Haye hasan (2) Jaise he ghar se nikla taboot mujtaba ka (3)