لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Labbaik Ya Hussain

Hayat Naqvi2020
ShiaNohaLyrics
Mera Maula Hussain Mera Aqaa Hussain Bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai Hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai Labaik ya hussain labaik ya hussain hamaray hain ya Hussain Kaho Labbaik ya hussain 1. Maula tumahray gham mein haazir hamari jaan yeh jaan bhi kya hai qurbaan meri maa tum par Nisar Maula khaaliq ka do jahan duniya ke konay konay mein kehta har jawaa bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 2.Har ja hussainiyat ke manzar dikhaye ge har ja chairag fikar e sarwar jalaye ge hum log bohat jaldi kaabay se sune ge Jis waqt sir e kaaba  Mehdi yeh kahe ge bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 3. Hum zikar e shahe wala sulli pay suna de hum sir pay kafan rakh ke duniya ko dikha de Shamsheer pay gardan ko Shamsheer bana de Ham hai dua e zahra duniya ye jaan le bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 4. Haye woh karbalaa ke jis ja yeh gham huva be jurm tahe khanjar Ahmed ka nawasa lekin jo haq hai markar bhi haq wohi raha yeh baat khud tapak kar khoo bolnay laga bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 5. Jab qatal hue sab hi jab koy nahi bacha Jis waqt ran mein tanha Maula mera huva Us waqt ran me gungi halmin ki ik sada jhulay se gir ke Asghar ney Sheh se yeh kaha bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 6. Din Guzra aay sir par gurbat ki shaam hai Shehzadiya he tanha abid bimaar hai Khaimo ko loot ne aay fauje shaam hai Zainab sambhale sab ko mahve kalam hai bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai 7. Al mukhtasar yeh samjhoo har dard ki dawa khaaliq ka Shifa khanah wallah karbalaa likha yahi parha hai hum ney yahi suna Hayat o haawi aazmi Maula ney khud kaha bujh kar jo jal uttha hai shabir woh diya hai hai jo hussaini uss ney khul kar yahi kaha hai