لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kushta shud dar karbala

Imran Datoo2018
ShiaNohaLyrics
Khushta shud dar karbala, Shabbir jaane mustafa Lut gaye aale Muhammad (x2) thi ye zainab ki sada 1. Sina-e-akbar mein barchi, keh rahi thi al-amaan Zalzala sa tha zamee(n) mein, (ro raha tha asmaan) x2 Be khata kushtand zaalim, asghar-e masoom ra 2. Kat gaye baazu mere abbas ke wa hasrata Di sada shabbir ko sine mein dam ghutne laga, haa(n) jo dam ghutne laga Girya kar dand ambiya bar, marde shahe bawafa 3. Nojawaa(n) akbar ke sine mein utarti barchiyaa Sun rahi thi rege karbal, mawt ki bhi siskiyaa, mawt ki bhi siskiyaa Sinaa zan aale Muhammad, be hayaa aa ashkiyaa 4. Haaye wo baali sakina ka phuphi se tha sawaal Teer kha sakta hai kya asghar sa koi no nehaal, asghar sa koi no nehaal Tishna lab saadaat hastand, marg bar ee karbala 5. Dekh kar pamaal laashe, qaasim-e ibne hassan Alqama ki girya karti, saari lehre seena zan, saari lehre seena zan Nojawaan bar KHaak KHuftan, GHalta(n) dar KHun akraba 6. Haaye wo shaame gharibaa, aur khaymo(n) ka dhuaa Ghash mein the aabid sakina le rahi thi hichkiyaa, le rahi thi hichkiyaa Majmaae aghyaar har su, be rida zainab kuja 7. Zeen se ayaa zameen par jab ali ke dil ka noor Baal khole fatema ne khuld mein tadpe huzoor, haan bohot tadpe huzoor Az zameen ta arsh safdar, bood girya o buka