لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Aj ghar mei

Irfan Haider2006
ShiaNohaLyrics
Aj ghar mei (Ya hussain, ya hussain, hussain) x2 (Zehra sa pehenji majlis mei, aj shaah-e-shaheeda aayo aay) x2 Ho aj shaah-e-shaheeda aayo aay (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x3 (Jab chaand muharram ka dekha, aankho(n) se bahaaye ashk-e-aza) x2 Matam huwa, parcham bhi saja Dil rodiya, karke ye bukaa Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Ik jhula sajaakar chota sa, Asghar ki pyaas ko yaad kiya) x2 Phir shaah ko, us kamsin ka Pursa diya, aur nawha kiya Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Taboot sajaya jab mene, hamshakl-e-payambar ka rokar) x2 Aisa laga, karti hai buka Akbar ki maa(n), dekar ye sada Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Mehendhi jo sajaayi qasim ki, nawshaah ka sehra aise parha) x2 Sehra tera, ashko(n) se bana Har ashk ne, ye nawha kiya Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Wo chote chote surkh alam, jab nasb kiye to dil ne kaha) x2 Phele alam, un bacho(n) se Zainab ne jo, kurbaan kiye Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Do baaliyaa(n) aur ik mashkiza, ghazi ke alam ke saath rakha) x2 Ik alqama ankho(n) se chali Yaad agayi, phir pyaas teri Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Taboot sajaya jab tera, ay shaah-e-shaheeda tashnadahan) x2 Maa(n) sayyeda ki aayi sada Zakhm-e-jigar, phir taaza huwa Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 (Phir eik sabeel banaayi gayi, pyaaso(n) ki pyaas pe rote huwe) x2 Kuze rakhe, paani bhi rakha Har kuze par, tera naam likha Hussain ya hussain (Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2 ("Irfan" aur "Mazhar" ki jannat, hai majlis matam farsh-e-aza) x2 Hai bandagi, Ye farsh-e-aza Aur zindagi, matam hai tera Hussain ya hussain