لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Rida Laake Udha de

Irfan Haider2006
ShiaNohaLyrics
Meri rida ke pasbaan Rida laake ke urha de (Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de) x3 Rida laake ke urha de (Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de) x3 agar wo toko salaasil se paaye azaadi To mera abide bimaar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Ye dard abide muztar ki jaan lelega Guzar na jaaye dilafgar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Sabeel aisi banaa koi tay ho ye raste Na dekhe mujhko sitamghaar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Tu dekh sakta nahi ghazi berida mujhko Sina se gir nahi farwa, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Tamaam umr me phir tujhse khuchh na mangungi Hai ibne haidere karrar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Sawali koi tere dar se kab gaya khali Zamane bhar ke madadghaar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Tu barh ke logo(n) se kehta tha band karo bazaar Wahi behan wahi bazaar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Padar bhi rote hai nana bhi bas yahi kehkar Khule saro(n) ke wafadar, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de Ay mere ghazi alamdaar ye buturab ki beti ho kyu(n) na fariyaadi Wo beridayi ke sadme ko kaise jhelega Mujhe chhupale mere ghazi in nigaaho(n) se Ghareeb hogayi ummat ne di saza mujhko Tujhe sakina ke ashko(n) ki hai qasam ghazi Tujhe to baba ne bakhshi masnade aali Kabhi jo ghar se nikalti me saal me ik baar Sare hussain bhi rota hai noke neza par Sada ye shaam se aati hai "mazahar-o-irfan" Tarap ke aaj bhi kehti hai zainabe zeeshaan Meri rida ke nigehbaan, Rida laake ke urha de Ay mere ghazi alamdaar, Rida laake ke urha de Khula hai sar khule bazaar rida laake urha de