لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Tere Qurbaan Alamdaar-e-wafa

Irfan Haider2008
ShiaNohaLyrics
Tere Qurbaan Alamdaar-e-wafa (Tere qurbaan alamdaar-e-wafa) x4 Chu raha hai aasmaa(n) tera nishaa(n) Momino(n) pe saayebaa(n) tera nishaa(n) Tera nishaa(n), lashkar ki shaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Ay jaan-e-Haider, Zahra ke bete (Parcham uthaana sikha hai tujhse) x2 Aaye hawaa jab tere alam se (Ye dil ye jaa(n)) x2 Ho yak zabaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Aath Muharram Ham yu(n) manaaye (Bacho(n) ko apne saqqa banaaye) x2 Sharbat pe teri nazre dilaaye (Zainab ka maa(n)) x2 Sarwar ki jaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Baab-ul-Hawaaij, tera laqab hai (Abhi wafaao(n) ka tu hi rab hai) x2 Wo baat kehdu jo zeyr-e-lab hai (Shah-e-zeeshaa(n)) x2 Rab-e-subhaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Mashko alam hai teri nishaani (Ye shor-e-darya ke hai mahaani) x2 Tere qaside parhta hai paani (Saara jahaa(n)) x2 Mere mehmaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Kehta hai sabse teri kahaani (Ye charta suraj, ye behta paani) x2 Gunji dahaari tashnadahani (Bole har aa(n)) x2 Fakhr-e-azan Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Dekha julooso(n) mei hamne aksar (Dhoop ki shiddat aayi jo sar par) x2 Tere alam ke saaye me aakar (Hai yak zabaa(n)) x2 Peer-o-jawaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Tera alam jab ley aaye Sarwar (Kulsoom royi Sheh se lipat kar) x2 Hasrat se dekhi, Zainab ne chadar (The tashna kaa(n)) x2 Marsiya khwaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa Ay mere Ghazi, ay ibn-e-Haider (Teri ata se likhta hai "Mazhar") x2 Kehta hai teri, chawkhat pe aakar (Tera "Irfa(n)") x2 Har nawha khwaa(n) Tere qurbaan alamdaar-e-wafa (Tera nishaa(n)) x2 (lashkar ki shaa(n)) x2 Tere qurbaan alamdaar-e-wafa