لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Majura ya zehra

Irfan Haider2015
ShiaNohaLyrics
Ya ali, ya fatima zahra..(2) Haider ali, ya zahra..(3) Mai chahta hu ke ashoor karbala me karu..(2) ho mere saath saath ehle aza..(2) har ek shaheed ke marqad pe jaake nauha padhu..(2) jo ek wada meri rooh se liya rabne use wafa to karu..(2) Paye ziyarat e mazloom-e-karbala jau karu husain ke marqad pe khoob sina zani..(2) aur uske baad feza me karu buland sadaa... Husain Husaina..(2) Azamallaho lakal ajra alayh bil musiba ya zehra ya ali katle mawlana hussain ibne ali ya aliyun ya aliyun ya ali majurah ya zahra majurah ya zahra maju ya haider ali ya ali x 3 1. Haaye, Baat jab alame arwaah me karbal ki chali Pesh Allah bapa majlis e shabbir hui kaun zehra ka azadar hai ye baat khuli..(2) kehne lage ambiya..Majurah ya zahra ehle falak ne kaha.. Maju ya hussain 2. Haaye Aur fir matami halqo me bate ehle aza goonj uthi haaye husaina ki sadao se fiza har azadar ne jab matame zanjeer kiya..(2) zakhmo se aayi sada majurah ya zehra behte lahu ne kaha..Maju ya husain 3. Haaye, Dekh kar chaand moharram ka har ek aankh hai nam aur ghar ghar me sajaya gaya gaazi ka alam farshe majlis pe gaye kaale libaso me jo hum..(2) lab pe yahi thi buka majurah ya zehra ashko ne gir kar kaha maju ya hussain 4. Haaye, Marsiya dilne padha ashk jo barsaye husain ho salam aap pe ae fatima ka jaye husain farshe majlis pe jo zakir ne kaha haaye husain..(2) nauha bani ye sada majurah ya zehra zikr hai ashoor kaa.... ya husain ya husain ya husain qotelal husain o be karbala zibehal husain o be karbala 5. Are asr ka hangaam tha aur aale payambar halqe shahedee pe chala zulm ka khanjar ret ke teele pe khadi zainab e muztar sue najaf dekh ke kehti thi ye rokar azamallahu lakal ajra alayh bil musiba ya zahra ya ali katle mawlana hussain ibne ali 6. Haaye, Hogaye pamaal e sitam laashe bahattar laash rahe dasht me naizo pe gaye sar loot ne sadaat ko phir aaye sitamgar kehne laga shame ghariba ka wo manzar azamallahu lakal ajra alayh bil musiba ya zahra ya ali katle mawlana hussain ibne ali 7. Are nikle haram nauha kuna fir se safar par ek rasan bara gale aur khule sar qafela salaar bane aabid e muztar tauq o salasil me gala nauha labo par azamallahu lakal ajra alayh bil musiba ya zahra ya ali katle mawlana hussain ibne ali Chali janibe zindaan juhi zainab e zeeshan..(2) sare dasht uthi mazhar o irfan sada husain husain maula..(2) farzand e zehra tere sabr ko salaam athara baras wala hamshakle payambar tha beenayi gayi sheh ki jab uske laga naiza ye ghum tha qayamat ka gaazi ke kate shane, qasim ke hue tukde do laashe labe darya, the auno mohammad ke ye ghum tha qayamat ka ek teer laga aakar besheer ke gardan par baad uske sare maqtal, maula pe chala khanjar Ya zahra ya mehdi