لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Yeh Roze Ashur Hai

Irfan Haider2018
ShiaNohaLyrics
Hussaina.....2 Wirde Zabaan Hai Ek Pyase Ki Kahani Mustarif Dajla Ka Pani Sawa Na E Naize Pe Suraj Aa Gaya Har Su Dhuwa Hai Ro Rahe Hai Pyase Bacche Alqama Bhi Door Ye Roze Ashoor Hai.....3 Har Taraf Bikhre Hain Lashe Sar Kahi Bazu Kahi Asmaan Se Khoon Barsa Khoon Ugalti Hain Zameen Ambiyan Hain Mahewe Matam Karbala Hai Sogwaar Ek Pyase Ke Gale Par shimr(LA) Ke Khanjar Ki Dhaar Ret Ke Teele Pe ZAINAB (SAWS) Hai Magar Majboor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Kya Yehi Hota Hai Logon Ek Musafir Se Suno 7tvi Se Band Pani Aath Phehron Ki  Hai Bhook Iski Gurbat Par To Roye Zulm Bhi Aur Sabr Bhi Myyaten Bhi Khud Uthai Aur Banai Qabr Bhi Jism Hai Teeron Se Challi Dil Ghamon Se Choor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Zindagi Ke Malikon Par Zindagi Hai Nauhakhawn Bain Karte Hain Kinare Alqama Mehwe Fugah Ro Rahe Hai Zinda Lashen Maiyyaton Par Sar Nahi Kya Kare Kisko Bulae Woh Ke Jinke Ghar Nahi Maut Khud Karti Kari Hai Matam Zindaagi Na Soor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Jis Taraf Utthe Nighaen Bus Yehi Aae Nazar Be Badan Lashen Sina Par Teer Talwar O Tabar Dast Ki Jalti Zameen Par Baithen Hai Ahle Haram (Asws) Ek SAKINA (SAWS) Ek BAQIR (ASWS) Chand Bacche Mehwe Gham Aur Musafir Kheh Raha Hai Sab Mujhe Manzoor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Baanta The Dhoop Suraj Aj Kyu Gahen Aa Gaya Ek Libase Soog Sare Dast Ko Phehna Gaya Usne Dekha Ek Beta Jis Ka Bigda Bakht Hai Warise SHABBIR (ASWS) Hai Woh Aur IMAM E WAQT (ASWS) Hai Aj Woh Beemar Bhi Hai Bekaso Ranjoor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Kis Qadar Pur Noor Lashen Reh Gaye Jo Bekafan Ek HAM SHAQLE PAYEMBER (ASWS) Ek QASIM (ASWS) Gulbadan Hai Kahi AUN O MOHAMMED (ASWS) Aur Kahin Hai BEZABAAN (ASWS) So Gaya Dariya Pe Jake Bekason Ka Paasban In Ke Gham Me Asmaan Par Chand Bhi Be Noor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3 Nauhakhwaan Irfan Haider Madare SHABBIR (ASWS) Se Kya Masaeb Aj Likkhe Tune Mazhar Abadi Be Ridai Bikhre Lashe Aur Ye Jalte Khayaam Aa Gaye Kaqaz Pe Jaise Dasht Ke Manzar Tamam Lafz Hai Ya Jalte Kahime Har Shatar Ashoor Hai Ye Roze Ashoor Hai.....3