لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ali Rehbar

Irfan Haider2020-21
ShiaNohaLyrics
Imam Hasan Farmate Hai : In Badalon Ke Garajne Me Mere Baba Ali Ka Lehja Hai Ali Ya Ali Janum Ali Ya Ali Rehbar - 2 Haan Ali Ainullah Ali Wajhullah Ali Qiblam Ali Ya Ali Janum Ali Ya Ali Rehbar - 2 Allah Ka Chehra Al Hamd Ka Pehra Rehmat Ka Sahara Manqunto Maula Ali Ya Ali Janum Ali Ya Ali Rehbar - 2 Eidim Eidim Wa Zikre Shahe Buturab Kum Awaz Saz Garbe Kum Khaiber Kitab Kum Lanat Ba Ra Kitab Wa Sahib Kitab Kum Haan... Bole Ye Barsare Mimbar Haider.. Rehta Hai Jiske Lab Par Haider.. Uski Bakshish Ke Zamin Yaume Awwal Ta Mehshar Haider... Manbe Ta Baste Hum Al Bamra Jaaneman Haider... Thaae Quran e Man Ummeedam Shane Man Farmude In Khuda Yoyi Burhane Man Nooram Maula e Mantur Rooham Maula E Mantur Fuzto Be Haider Haider Haider Haider - 2 Tera Ashik Hu Mai Kadmo Me Rehne De Haider Haider Haider Haider Apni Wilayat Ki Maujo Me Behne De Kehde Zamana Gar Kafir To Kehne De Rustam Maula e Mantur Rujdam Maula e Mantur Mai Tera Naukar Haider Haider Haider Haider Har Su Faza Me Bas Tera Hi Jalwa Hai Haider Haider Haider Haider Tera Chehra Hi To Allah Ka Chehra Hai Kun Se Pehle Bhi Tu Maula Tha Maula Hai Aaqa Maula e Mantur Qibla Maula e Mantur Allah O Akbar Haider Haider Haider Haider Qaala Rasullullah (Sawa) : Lahmi Lahmak Haider, Jismi Jismak Haider, Roohi Roohak Haider, Qalbi Qalbik Haider Haider Haider Haider Haider Hai Tu Hi Wajhullah, Ainullah, Nafsullah Haider Haider Haider Haider Subha Tullah Bhi Tu Aur Tu Hi Jambullah Karamallahu Wajhat Ya Haider Roohullah Virdam Maula e Mantur Har Dam Maula e Mantur Naara e Haider Haider Haider Haider Haider Apni Haibat Se Jo Dushman Ko Dehla De Haider Haider Haider Haider Chahe To Suraj Ko Nazro Se Pighla De Khaiber Me Tanha Hi Parcham Ko Lehra De Ya Ali Maula e Mantur Ya Ali Maula e Mantur Fatahe Khaibar Haider Haider Haider Haider Haider Doshe Payambar Par Masjid Me Mimbar Par Haider Haider Haider Haider Tegho Ki Chao Me Hijrat Ke Bistar Par Tu Hi Bas Tu Hi Tu Ghalib Har Manzar Par Dar Dar Maula e Mantur Ghar Ghar Maula e Mantur Boloo Milkar Haider Haider Haider Haider Haider Maula Maula Maula Maula Ya Haider Izzat Jo Badi Thi To Musibat Bhi Badi Thi Haan Karbobala Teri Wilayat Ki Kadi Thi Aayi Jab Daswi Moharram Sarwar The Sajde Me Hum Gardan Pe Tera Zarbe Zehra Thi Mehwe Matam Haan... Aise Me Shaam E Gharibaan Chayi Jab Barsar e Maidaan Boli Ye Aapki Beti Aajaye Baba Janum Sunte Hi Duldul Par Aaye Jab Ye Kehkar Haider Haider Haider Haider Na Ro Na Ro Zainab Himmat Kar Himmat Kar Tere Masaib Par Ham Bhi Hai Nauha Gar Kehdo Irfan O Akbar Farshe Gam Ghar Me Bichakar Hojaye Ham Se Raazi Baba e Zainab E Muztar Haider Alhamdollilah Hil Lazi Jaalana Menal Mutamasseqeen Be Wilayat E Amirul Momeneen Ali Ibn Abi Talib Ghalib Ala Qulle Ghalib