لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya Ali Madad

Irfan Haider2020
ShiaNohaLyrics
Ali Ali Ali Haider -2 Ali shaahe marda -2 Imaaman kabeera - 2 K.. baad az nabi - 2 Shud basheerun nazira - 2 Mohibbe Ali - 2 Jannati baabe murdan - 2 Buati manaz kaafir munkir nakeera 2 Hum raaz e rabbul aalamee(n) Imran ka tu jaanashee(n) Kya arsh hai aur kya zamee(n) Tujhsa kahi koi nahi - 2 Bas Haider... Haider Haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider...2 1.Haaa... Tere liye duniya yeh bani hai raaz yeh humne jaana Rabne uspar laanat ki hai jisne tujhe naa maana Tu rab ki gawaahi - Haider Tu dil ka sipahi - Haider Tune hi banayi maula yeh saari khudaayi Haider Haider Haider awwal o aakhir haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 2.Haaa.. Ishq tera kya chiz hai maula jo imaan banade Jab jis waqt jise bhi chaahe tu salman banade Maula e qambar - Haider Aaqa e Abuzar - Haider Ya syed ya Maulayi kahe maalik e ashtar Haider Haider Haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 3.Haaa... Terah (13)laqab se jeete akbar khaibargeer bhi tu hai Gaus bhi tu farooq bhi tu peeran e peer bhi tu hai Waliyo ne pukara - Haider Dobo toh kanara - Haider Ek roz kahegi duniya Hai sabka sahara Haider Haider haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 4.Haaa... Hai tu hi alhamd ka paikar Tu wannas ki jaa(n) hai Ishq tera hai rooh e ibaadat Jism namaaz adaa hai Hai teri shahadat - Haider Tasbeeke ibaadat - Haider Kehti hai yeh saari khudaayi qaabe ki tahaarat Haider Haider Haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar haider... Tu haameed o mehmood maula Tu shaahed o mashhood maula Tu saajido masjood maula Tu har jagah maujood maula Tu maalik e arzo samaa hai Tu baadshaahe do jaha(n) hai Quran ka tu raazda hai Tu hai jaha haq bhi waha hai Haider Haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 5.Haaa... Har aayat quran ki bole aur khuda bhi bole Sirf abu talib ka beta bas imaan ko tole Haider Haider - dum dum dum dum Haider Haider Haider - door kare gam Haider Haider Haider - bhej raha nabiyo ka Haider Haider - waaris e aadam Haider Haider Haider awwal o aakhir Haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 6.Haaa... Mere nabi ne teri ziyarat ki meraj pe jaakar Duniya ko yeh raaz bataya arsh se wapas aakar Haider Haider - Aql se bala Haider Haider Haider - Rooh ka hawaala -Haider Haider Haider - Hai tauheed ka naara Haider Haider - Aayat e qubra Haider Haider Haider awwal o aakhir haider Haider Haider saakiye kausar Haider Haider Haider langar arzo samaawi Haider Haider faatah e khaibar Haider... 7.Haaa... Mera ishq bhi tu... Meri jaan bhi tu... Haider... Haider Haider Haider...2 Mera ishq bhi tu meri jaan bhi tu Mera deen bhi tu imaan bhi tu Rab ka mazhar irfan bhi tu Allah kahe meri shaan bhi tu Ali Ali Haider... 2 Ali Ya Ali Madad