لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mujhe Abbas na kehna

Irfan Haider2025
ShiaNohaLyrics
Abbas - 4 Kaun aaya hai maidan mein, samaa maut ka chhaya Darya se sitamgaron ne pehron ko hataya Maidan mein Alamaan... Alamaan Sadaayein Abbas ki jis simt bhi jaati thi nigahein Is Ghayz se sakkae haram aaya tha rann mein bas ek sada Goonj rahi thi yahi ban me Mai shere nayastaane haider hu Abbas ameere lashkaram kaisa hai jaho hasham Ek haath mein hai mashk aur ek haath mein parcham chalo Bhago yahan se, chhodo darya aa gaye hai ham Main Qamare Bani Hashim hoon Suno, Abbas hoon main... Suno, Abbas hoon main Mere Baba... Mere Baba Mere Baba, Ali jaisa agar na ho mera humla Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Suno darya ke pehredaron, yeh Ghaazi ka naara hai Hamari milkiyat hai, paani par qabza hamara hai Agar himmat hai to bolo ke yeh darya tumhara hai Magar ek baar main na cheen loon tumse mai yeh darya Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Ali ka laal hoon, Jarraar hoon, Nade Ali hoon main Jalaal aye to sar se paon tak, yaad-e-Ali hoon main Yeh hargiz bhool na jaana, Ali baad-e-Ali hoon main Agar talwar ki tarah na kaate tumko yeh naiza Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Ladoge mujhse Kya tumko mera ashal kuchal dega Agar main hukm de doon, nahr ka naqsha badal dega Lehed tak yaad rakhoge, tumhein aisi ajal dega Jo kehta hoon, woh karta hai, agar aisa na ho Wallah Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Jeena hai ya marna hai, khud soch lo kya karna hai Naslon ko tumhari warna mere naam se hi darna hai Agar roohon ko bhi na kaat doon main jismon ki tarah Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Na ladhne ki ijaazat hai, na ladhne ka iraada hai Sakina kab se pyaasi hai, yeh gham sabse zyada hai Bas ek mashkiza bharne do, mera tumse yeh wada hai Magar paani piye ek boond, yeh sehroz ka pyaasa Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna Wahan Zeeshan o Irfan-e-Aza, pehra hai Ghaazi ka Jabhi to Karbala koi Yazidi ja nahi sakta Wafa ke Badshah ka unhein hai khauf itna Ali ka sher hai woh, saron ko kaat dega Abhi tak yaad hai unko mere Ghaazi ka yeh kehna Nahi kehna... Nahi kehna Mujhe Abbas na kehna, Abbas na kehna mujhe Abbas na kehna mujhe, Abbas na kehna