لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Shaam jana hai

Irfan Haider2025
ShiaNohaLyrics
Shaam Jaana Hai Labbayk Ya Zainab (s.a), Labbayk Ya Zainab (s.a), Labbayk Ya Zainab (s.a), Labbayk Ya Zainab (s.a) Ya Sayyida Ya Abal Fazl Abbas (a.s), Ya Sayyida Ya Abal Fazl Abbas (a.s), Ya Sayyida Ya Abal Fazl Abbas (a.s) Saqaa-e-Sakeena (s.a), Aey Saakin-e-Madina Saqaa-e-Sakeena (s.a), Aey Saakin-e-Madina Har Husaini Dil Ki Tum Ho Aas Ya Hazrat Abbas (a.s) Mojiza Koi Dikha Do, Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Maula Abbas (a.s)... Maula Abbas (a.s)... Maula Abbas (a.s) Tum Ko Sakeena (s.a) Ka Wasta Shaam Jaana Hai... Shaam Jaana Hai... Shaam Jaana Hai... Shaam Jaana Hai Saqaa-e-Sakeena (s.a), Aey Saakin-e-Madina Ho Gayi... Ho Gayi... Dekho Phir Ek Baar Akeeli Zainab (s.a) Yaad Aati Hai Azaadaron Ko Bibi Zainab (s.a) Aap (a.s) Ko Chaadar-e-Zainab (s.a) Ki Qasam Hai Maula (a.s) Band Hai Bibi (s.a) Ka Darbaar Yeh Gham Hai Maula (a.s) Ab Na Shehzadi (s.a) Ke Gunbad Pe Alam Hai Maula (a.s) Woh Alam Phir Se Sajaa Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Shaam Jab Karbala Hote Hue Jaaoon Ga Aap (a.s) Ki Qabr Se Mashkeza Mein Bhar Laaoon Ga Turbat-e-Baala-e-Sakeena (s.a) Pe Kahoonga Bibi (s.a) Maula Abbas (a.s) Ne Bheja Hai Tumhein Yeh Paani Ab Talak Shaam Ke Zindan Mein Hai Jo Pyaasi (s.a) Us Bhatiji Se Mila Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Phir Sakeena (s.a) Ke Roze Pe Giriya Karein Chaahte Hain Ke Hum Munh Ka Pursa Karein Dil Tarapta Hai Hum Ko Bata Deejiye Shaam Jab Yaad Aaye To Hum Kya Karein Zakhmi Kaanon Ka Hai Aap (a.s) Ko Wasta Maula Abbas (a.s)... Maula Abbas (a.s) Phir Se Ek Baar Halab Ja Ke Ziyarat Kar Lein Shah (a.s) Ka Sar Jahan Rakha Tha Woh Pathar Chumein Ab Bhi Aati Hai Jahan Maula (a.s) Ke Khoon Ki Khushboo Halqa-e-Matam-e-Shabbir (a.s) Bana Kar Har Soo Is Tarah Noha Padhein Aur Bahaaein Aansoo (x2) Tum Humein Aake Dua Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Jab Mujhe... Jab Mujhe Shaam Ke Bazaar Ki Yaad Aati Hai Maula Abbas (a.s), Meri Jaan Nikal Jaati Hai Aap (a.s) Ki Behnein (s.a) Jahan Laayi Gayi Be-Chaadar Phainki Sadqe Ki Khajooren, Kabhi Maare Pathar Haath Rehta Tha Sakeena (s.a) Ka Jahan Chehre Par Tum Woh Bazaar Dikha Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Amma Fizza (s.a) Ki Lahad Dekh Loon Aur Sheereen Ka Ghar Maula (a.s), Phir Shaam Ka Darbaar Bhi Dekhoon Ja Kar Hans Ke Zaalim Ne Jahan Naam Liya Zainab (s.a) Ka Aur Kaneezi Mein Sakeena (s.a) Ko Jahan Maanga Gaya Khoon Rote Rahe Sajjad (a.s) Jahan Par Tanha Izn Zainab (s.a) Se Dilaa Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do Kijiye... Kijiye Hazrat Abbas Alamdar (a.s) Madad Dekhein Zainab (s.a) Ka Haram Aur Sakeena (s.a) Ki Lahad Hai Yeh Zeeshan Aur Irfaan-e-Aza Ka Wada Shaam Jis Roz Bhi Dono Ka Bulawa Hoga Bibiyaan (s.a) Ke Liye Hum Apne Watan Se Wallah (x) Le Ke Jaayenge Rida Do Shaam Ka Phir Humein Zawwar Bana Do