لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ali Ko Yad Wo Ummat Ka Har Sitam Aya

Joan Rizvi2019
ShiaNohaLyrics
Chala jo masjid-e-kofa woh fatah-e-Khyber Taw rohknay lagi murghabiyan bhi ro ro kar Na rohko ajj hamein keh kay bhar gae Haider a.s Sukoon dil ko nahi baykarar hota hon Woh zulm haaey jo ummat keh yaad karta hon Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Khayal bint-e-nabi ka…. Khayal bint-e-nabi ka…. Ali a.s ko jab aya Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Nabi s.a.w.w ko chor keh shurah ko sab saja behtay Jo thakt to taj ki lalach mein sab bhola behtay Ghadeer mein jisay mola kaha na yaad aya Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Galay mein dal keh rasi mujhay jo keencha tha Nigah-e-aas say zehra s.a nay haey dehka tha Batool bholi na mein bhi kabhi bhola paya Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Meray salam ka Dayna jawab chor dia Nabi saww keh baad musalman nay moun ko mor lia Shikasta dil say mein zehra s.a ko yea bata paya Woh jalta dar teray pehloo  pay jab geraya tha Sarapa tera jo dewar-o- darmiyan aya tha Shaheed kardia mohsin a.s ko kia sitam dhaya Yea zarbay zakhim ali a.s ko kahan daraein gay Woh baeen zainab s.a-o- kulsoom s.a keh rolaein gay Na zehra s.a tumho na mera rahayga abb saya Hassan a.s rafiqon say keh do keh lot jaein zara Sunnay na koi meri betiyon ki ago buka No waqt sham-e-ghraiban ka hai abhi aya Hassan a.s ko soanp keh sab ko kahonga aey Abbas as Rahay na koi tu rehna meray Hussain a.s keh pass Keh karbala keh liyay rab say hai tujhay paya Pher ek Joan jo masjid say thein sada aaey Kasam khuda ki ali a.s nay kaha  fata paee Khayal Rizvi yateemo ka akhri aya Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Ali a.s ko yaad woh ummat ka har sitam aya… Dinay khuda ki kashti laga dhobnay lageee Tareehk karbala ki taraf dehknay lagi