لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kis Tarhan Zainab e Muztar Ne Woh Manzar Dekha

Joan Rizvi2019
ShiaNohaLyrics
kanpti thi yeh zameen arsh bhi thara ta tha shimar shamsheer e sitam is tarhan chamkata tha na haya kerta tha zalim na tars khata tha parda khaimay ka jo uth ta tha gir jata tha bheray shabbir qayamat ki ghari jab aye Ya Ali kehti hui kehti hui dasht main zainab aye kis tarhan Zainab muztar na woh manzar dekha bhai k halq pa chalta hua khanjar dekha innalillah ada ker kay chalay shah e zaman aik aik nakhs e kadam choom k roti thi behan sheh nay khaimay ki taraf jab bhi palat ker dekha sun k halmin ki sada kahmioon sa nikli Zainab koi baqi nahi shabbir ka yawar ya rab aik aik lash na zainab ko tadap ker dekha likhnay waloon na to bus itni rawayat likheen tera zarbein mazloom ki gardan pa chaleen hath zahra ka ne betay k galay per dekha dhondnay bap ko aye thi magar shimar mila guftugo kuch na hui ran main tamachoo k siwa yun yateemi ka Sakina na muqaddar dekha sham waloon na kahi bar uthaya tha ussay thar thara ker sir e abbas gira naizay sa khud ko jab shah k naizay k baraber dekha dhondtay dhondtay beshaeer ko aye jo rabab lash e abbas ki dekhi to kia ro k khitaab bhaiya abbas kaheen apnay aghar dekha jis tarhan zeen sa utray thay alam dar o alam chaltay naqay sa yun girnay lagay thay ahlay haram ran main bikhri lashoon ko jo be sir dekha janay sajjad na kis dil sa  woh dekha manzar ayay jo bap ki tadfeen ki khatir abkar sath shabbir k soya hua akbar dekha