لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mera Naizay Pay Ser Hoga

Joan Rizvi2019
ShiaNohaLyrics
Yeh Bolay Syeday Wala mera naizay pa sir hoga Behan Zainab tum na rona mera naizay pa sir hoga gulo e khusk pa chalay ga kund jab khanjar to amma samnay haungi behan kahmioon k tum dar per na tere bain shimar layeen pa kuch asar hoga sakina k gohar cheenaingay khoon us ka bahaingay lagay gi aag daman main woh jab khamaiay jalaingay mere beti sa keh dana k sona khaak per hoga woh pushte syed e sajjad sa bistar bhi chenaingay mere beemar betay ko azayat is tarhan deingay lutaingay chadrein aur samnay mera pisar hoga sakina k lia chalna qayamat sa na kam hoga galay barah 12 bandhaingay aik rassi main sitam hoga k lana saans bhi mushkil sakina kis qadar hoga sakina ko woh jab bandhaingay zainab pustay naqa per bauhat royay woh jab tumko nishan rassi k dikhlaker to kehna khatam ab jaldi bauhat tera safar hoga sada abid ko woh bazar jana khoon rulae ga kahay ga joan bus ash sham aur aanso bahae ga na rizvi syed e sajjad sa koi bashar hoga....