لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hai teri wafao ki ajab ghazi kahani

Katri bawa2011
ShiaNohaLyrics
Haye abbas, haye abbas..(4) Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2) bachpan pe sakina ke fida kardi jawani Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2) 1. Tu fatima zahra ki duao'n ka sila hai abbas tera naam hi zainab ki rida hai ab tak tera mamnoon hai islam ka bani Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2) 2. Zahra ki lahad kaapi haider ne najaf choda ro ro ke ye shaah bole meri kamar ko bhi toda jab khoon mein tar dekhi ghazi ki peshani Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2) 3. Rone ke liye maula kya baat ye kam hai kitna tujhe masoomo ki haye pyaas ka ghum hai dariya pe kiya qabza piya phir bhi na paani Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2) 4. The khaar o lahu mein tarr hai qamar e bani hasham mazloom o ki ghurbat pe paani ne kiya matam masrufe azaa ab tak dariya ki rawani Hai teri wafao'n ki ajab ghaazi kahani..(2)