لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Haider Ka Pisar

Meesum Abbas2008
ShiaNohaLyrics
Ye Kon Araha Hai ....Ya Abbas 2 Abbas Abbas mere Abbas Abbas e jari fatahe khyber ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Ro ro ke ye abid se kaha bint e Ali ny Dariya py jise mar dia fauj e shaqi ny Wo shair wafaon ky payambar ki tarhan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Abbas e jari fatahe khyber ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Mil jata sakina ko jo ik bond bhi pani Sharminda na hoty kabhi dariya ki rawani Dariya bhi sakina ky muqadar ki tarhan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Abbas e jarifa tahe khyber ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Kehti hai Mohammad ky gharne ki fiza bhi Abbas nahi Hai to zamane ki fiza bhi Ik khoon mein dobe huye manzar ki tarhan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Abbas e jarifa tahe khyber ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Is zulum se jo mesum o mehboob bachaye Adaa se rida zainab e muztar ki dilaye Ab kon shah e deen ky dilbar ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas Abbas e jarifa tahe khyber ki trahan hai Haider ka pisar shan mein Haider ki tarhan hai Abbas Abbas mere Abbas