لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Manam abbas e ghazi

Meesum Abbas2011
ShiaNohaLyrics
sakhi abbas, jari abbas (2) abbaaas- alam jiska havaao me fizaao me khula he fizaao me khula he jo saahil par shahadat paa ke bhi raazi raha he ha jo raazi raha he manam abbase gazi (8) 1. Me quraane wafa hu- me haider ki dua hu- me quraane wafa hu.... me haider ki dua hu.... mere baba ali ne mujko he allah se maanga- abbas...... manam abbase gazi(4) 2. Ajal darti hai mujhse yazidi fauj kya hai Ajal darti hai mujhse yazidi fauj kya hai bina talwar aaya hu badalne jung ka naksha abbas...... manam abbase gazi(4) 3. Wafao ka khuda hu me zehra ki dua hu wafao ka khuda hu me zehraki dua hu dua e fatema zehra ka har dam mujhpe he saya abbas...... manam abbase gazi(4) 3. Me sakkae haram hu wafa sar ka kadam hu me sakkae haram hu wafa sar ka kadam hu are aaya hu shamiyo dekho mere nazdik na aana. abbas..... manam abbase gazi(4) 4. Chidhi mashke sakina fata gazi ka sina chidhi mashke sakina fata gazi ka sina baha pani to gazike labo par fir nahi aaya abbas...... manam abbase gazi(4) 5. Gire ghode se jis dum kamar sheh ki hui kham Gire ghode se jis dum kamar sheh ki hui kham pukare sayyede wala kaho ek baar phir bhaiyya abbas...... manam abbase gazi(4) 6. Suye kheyma na aaya- mere gazi ka laasha suye kheyma na aaya- mere gazi ka laasha kaha gazi ne aaka suye kheyma na jaaunga abbas...... manam abbase gazi(4) 7. Rakhe baccho ne kuze bahut be aas hoke. rakhe baccho ne kuze bahut be aas hoke sakina ne kaha bacho nahi kehta mera sakka abbas...... manam abbase gazi(4) 8. Mere ghazi ke jaisa na hoga koi aisa Mere ghazi ke jaisa na hoga koi aisa kata kar haath ko jisne sare aabe rawa likha abbas... manam abbase gazi(8) 7. Chalo rehano meesum chale karbala hum chalo rehano meesum chale karbala hum jaha chauda sadi se rozaye abbas hai kehta abbas... manam abbase gazi(8) abbas.........