لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Wasiyat e zehra

Meesum Abbas2019
ShiaNohaLyrics
Haye Zehra Haye Zehra.. (8) Zehra ki ab jahaan Se Rukhsat hai ya Ali Tum Se yahi hamari wasiyat hai ya Ali Ya Ali........(2) Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) Darbar mei Teri Zehra ko jhutlaane Wale na aae..... Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 1. Ya Ali mere baba har lamha jis dar ko chuma karte the Us dar ko jalanewale aur..(2) Jalwanewale  na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 2. Ya Ali meri hasrat thi tumko baba ke mimbar par dekhu Haae Teri jagah us mimbar  par..(2) Aajaanewale na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 3.Ya Ali sab ehle saqifa ko Paigham mera ye dedena Baba ke paak janaze par..(2) Na aanewale naa aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 4.Ya  Ali pehlu bhi shikasta hai baalo mei safedi chaae hai Zehra ko Teri is haalat me ...(2) Pohchaane Wale na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 5. Haae....... Ya Ali..... Ya Ali mere Mohsin par girya haq tha mera joh chin liya..(2) Ya Ali mujhe marte marte bhi..(2) Tadpaanewale na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 6.Ya Ali  Zainab ki ankho mei mujhe khauf dikhaae deta hai Gardan mei Teri haae tang rasan...(2) Pehnane Wale na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 7.Ya  Ali meri mayyat ko chup kar tarikhi mei dafna dena Rone ke liye mujh par mujhko...(2) Rulwane waale na aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) 8. Salman..... Salman mai Bibi ka Nauha meesum ke liye kaise likhun..... Jab tak JANNAT mei le jakar...(2) Likhwane Wale naa aae Ya Ali meri mayyat par mera haq khane Wale na aae..(2) Haye Fatema Zehra ....haye Fatema Zehra ....