لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hussain Assalam

Minhal Ali Rizvi2021
ShiaNohaLyrics
husain ya husain (4) husain as salaam  (4) salaam tujh pe ali o butul ke pyare salaam tujh pe  khud o rasool ke pyare sulagti rait ki teero pe  jo kiya sajdah bacha gaya hai shariyat ko wo tera sajdah husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire be nawa husain as salaam (2) zamana lakh chupaye teri haqiqat ko magar ye sach hai jila tune di shariyat ko tere hi dam se khuda ka kalaam baqi hai tere hi dam se mohammad ka naam baqi hai husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (2) yazidh bhi ko mitane jo pur sitam  nikla to sar se bandhe kafan chor kar watan nikla tujhe na chain se rehne diya madine me ye zakhm ab bhi buka kar rahe hai sine me husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (2) kabhi jo chasme tasauvvur gayi hai karbo balala to mene dasht ka manzur lahu lahu dekha kisi zayifa ke maqtak me maine ghunch uthe me tere khush gale par fida mere bache husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (2) jafa ke dasht me teero ki ja namaaz bichi or uspe sipte payambar na wo namaaz padhi wuzu lahu se kiya tha ke band tha pani ye wo namaaz hai jiska nahi  koyi sani husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (2) ali ne khuld me rokar ruke hasan dekha to tujh ko zulm ke jangal me khema zan dekha faraz ki pust se teero pe jab badan aaya tu abu turaab ke lab par ye sukhan aaya husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (2) jaha talaq bhi wafa zindagi ne ki safdar karega zikhr tera teri shyeri safdar har ek bashar pe tera aaj hai ye karz husain ye tera majlis o matam hampe farz husain husain be kafan , husain be watan husain be khata khatire ne nawa husain as salaam (6)