لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Phupi Amma Meri Tadeer Me Aram Nahi

Minhal Ali Rizvi2021
ShiaNohaLyrics
Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi kamsini he mai mere baba hue muje juda (2) Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi (Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi ) X2 kamsini he mai mere baba hue muje juda Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi sab mere chahane wale sare maqtal pauche zulm ke hatho sab qatl hue chote bade mera che mah ka asgar bhi toh baki na bacha Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi apne seene pe bhala kaun sulaega muje kaun zalim ke tamacho se bachaega muje ali akbar hai na qasim hai na baba na chacha Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi qash mere baba se mila de mujko koi ya muje rasta maqtal ka bata de koi kyu nhi sunta koi meri faryad o buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi apne qurte mai lagi aag bujau kaise dhundne dasht mai baba ko jau kaise har taraf maut ka saya hai qayamat hai bapa Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi nehr se mere chachajan ko bulado aye phuphi unse khena ke mai abb pani na mangugi kabhi warna mai khud he chali aaugi sue dariya Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi abhi toh aur sitam dhaegi yeh fauje shaki zulm ki rasiyo mai meri bhi gardan hogi shaam tak abb muje sehni hai yeh jor o jafa Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi qafela janibe zindan chala wa waila seeskiya leke sakina ne kaha wa waila shaam ki raho mai bhi nauha yehi lab pe raha Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi algaraz sham ke zindan mai pauchi bacchi baba baba ki sada uske sada lab pe rahi khe ke phir khakhe pe bhait gayi wo dhukiya Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi sugra se milne ki hasrat ne bhi dam tord diya dil mai arma tha rhehayi ka jo pura na hua dam e akhri bhi rha lab pe faqat yeh nauha Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi sogyi maut ki aagosh mai akhir bachi aye suhail ab wo pukaregi na baba ko kabhi abhi maujud fizzao mai hai uski yeh sada Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi Bade Ashur sakina ke labo par thi buka Phupi Amma Meri Taqdeer Mai aaram nhi